ghazal
{6}

 
 

*{6,1}

shab-e hijr me;N kam ta:zallum kiyaa
kih hamsaa))igaa;N par tara;h;hum kiyaa

*{6,2}

kahaa mai;N ne kitnaa hai gul kaa ;sabaat
kalii ne yih sun kar tabassum kiyaa

*{6,3}

zamaane ne mujh jur((ah-kash ko nadaan
kiyaa ;xaak-o-;xisht-e sar-e ;xum kiyaa

{6,4}

jigar hii me;N yak qa:trah ;xuu;N hai sirishk
palak tak gayaa to talaa:tum kiyaa

{6,5}

kisuu vaqt paate nahii;N ghar use
bahut miir ne aap ko gum kiyaa

 

{6,trans.}

Translations