ghazal
{921}

 
 

*{921,1}

rakhye gardan ko tirii te;G-e sitam par ho so ho
jii me;N ham ne yih kiyaa hai ab muqarrar ho so ho

 

*{921,5}

.saa;hibii kaisii jo tum ko bhii ko))ii tum saa milaa
phir to ;xvaarii be-vaqaari bandah-parvar ho so ho

*{921,6}

kab talak faryaad karte yuu;N phire;N ab qasd hai
daad liije apnii us :zaalim se a;R kar ho so ho

*{921,7}

baal tere sar ke aage to jiyo;N ke hai;N vabaal
sar mu;N;Daa kar ham bhii hote hai;N qalandar ho so ho