ghazal
{1109}

 
 

*{1109,1}

sab aatish-e sozandah-e dil se hai jigar aab
be-.sarfah kare .sarf nah kyuu;N diidah-e tar aab

*{1109,2}

phirtii hai u;Rii ;xaak bhii mushtaaq kisuu kii
sar maar ke kartaa hai pahaa;Ro;N me;N basar aab

 

*{1109,4}

dil me;N to lagii do;N sii bharii;N chashme sii aa;Nkhe;N
kyaa apne ta))ii;N ro))uu;N idhar aag udhar aab

 

*{1109,11}

is dasht se ho miir tiraa kyuu;N kih gu;zaaraa
taa zaanuu tire gil hai tirii taa bah kamar aab