ghazal
{1421}

 
 

*{1421,1}

rahaa phuul saa yaar nuz'hat se ab tak
nah aisaa khilaa gul nazaakat se ab tak

*{1421,2}

labaalab hai vuh ;husn-e ma((nii se saaraa
nah dekhaa ko))ii aisii .suurat se ab tak

 

*{1421,9}

nah ho go junuu;N miir-jii ko par un kii
:tabii((at hai aashuftah va;hshat se ab tak