ghazal
{1582}

 
 

*{1582,1}

dil kii tah kii kahii nahii;N jaatii naazuk hai asraar bahut
anchha;R hai;N to ((ishq ke do hii lekin hai bistaar bahut

 

*{1582,5}

kah ke ta;Gaaful us ne kiyaa thaa lekin taq.siir apnii hai
kaam khi;Nchaa jo te;G tak us kii ham ne kiyaa i.sraar bahut