ghazal
{1679}

 
 

*{1679,4}

naaz ;Guruur taba;xtur saaraa phuulo;N par hai chaman kaa so
kyaa mirzaa))ii laalah-o-gul kii kuchh ;xaa:tir me;N nah laa))o tum

*{1679,5}

vaa))e kih us hijraa;N-kushte ne baa;G se jaate ;Tuk nah sunaa
gul ne kahaa jo ;xuubii se apnii kuchh to hame;N farmaa))o tum

 

*{1679,9}

buud nah buud ;sabaat rakhe to yih bhii ik baabat hai miir
is .saf;he me;N ;harf-e ;Gala:t hai;N kaash kih ham ko mi;Taa))o tum