ghazal
{1852}

 
 

*{1852,1}

aa;Nkh lagii hai jab se us se aa;Nkh lagii zinhaar nahii;N
nii;Nd aatii hai dil-jam((ii me;N so to dil ko qaraar nahii;N

 

*{1852,3}

;xaalii pa;Re hai;N daam kahii;N yaa .said-e dashtii .said hu))e
yaa jis .said-afgan ke liye the us ko ;zauq-e shikaar nahii;N

*{1852,4}

sabzah ;xa:t kaa gird-e gul-ruu ba;Rh kaano;N ke paar hu))aa
dil kii laag ab apnii ho kyuu;N-kar vuh us mu;Nh pah bahaar nahii;N