ghazal
{1853x}

 
 

*{1853x,1}

jo jo :zulm kiye hai;N tum ne so so ham ne u;Thaa))e hai;N
daa;G jigar pah jalaa))e hai;N chhaatii pah jaraa;hat khaa))e hai;N

*{1853x,2}

te;G dare;G nahii;N hai us kii bismil-gah me;N kisuu se bhii
hai;N to shikaar-e laa;Gar ham par ek ummiid par aa))e hai;N

*{1853x,3}

tab the sipaahi ab hai;N jogii aah javaanii yuu;N kaa;Tii
aisii tho;Rii raat me;N ham ne kyaa kyaa svaa;Ng banaa))e hai;N