#
First verse of the ghazal
 Notes
 

1 == diivaan-e avval == aa

{01}
thaa musta((aar ;husn se us ke jo nuur thaa
;xvurshiid me;N bhii us hii kaa ;zarrah :zuhuur thaa
11 v; M5; on v.3 see {922,5}
*{02}
kyaa mai;N bhii pareshaanii-e ;xaa:tir se qarii;N thaa
aa;Nkhe;N to kahii;N thii;N dil-e ;Gam-diidah kahii;N thaa

7 v; M7; 1, 2, 4, 5

*{03}
nikle hai chashmah jo ko))ii josh-zanaa;N paanii kaa
yaad-dah hai vuh kisuu chashm kii giryaanii kaa

9 v; M13; 1, 4, 8

{04}
jaamah-e mastii-e ((ishq apnaa magar kam-gher thaa
daaman-e tar kaa mire daryaa hii kaa saa pher thaa
3 v; M10
{05}
is ((ahd me;N il;aahii mu;habbat ko kyaa hu))aa
chho;Raa vafaa ko un ne muruvvat ko kyaa hu))aa
7 v; M5
*{06}
shab-e hijr me;N kam ta:zallum kiyaa
kih ham-saa))igaa;N par tara;h;hum kiyaa

5 v; M23; 1, 2, 3; on v.4 see {722,10}; on v.4 see {1350,2}; trans.

**{07}
ul;Tii ho ga))ii;N sab tadbiire;N kuchh nah davaa ne kaam kiyaa
dekhaa is biimaarii-e dil ne aa;xir kaam tamaam kiyaa

15 v; M01; 1, 2, 4, 6, 10, 12, 14; all verses discussed; trans.; special anthology of translations provided

{08}
chaman me;N gul ne jo kal da((v;aa-e jamaal kiyaa
jamaal-e yaar ne mu;Nh us kaa ;xuub laal kiyaa
7 v; M25
{09}
dekhegaa jo tujh ruu ko so ;hairaan rahegaa
vaabastah tire muu kaa pareshaan rahegaa
7 v; M7; trans.
{10}
taa gor ke uupar vuh gul-andaam nah aayaa
ham ;xaak ke aasuudo;N ko aaraam nah aayaa
7 v; M7
*{11}
jis sar ko ;Garuur aaj hai yaa;N taaj-varii kaa
kal us pah yahii;N shor hai phir nau;hah-garii kaa

11 v; M7; 1, 3, 4, 6, 7, 10; trans.

*{12}
mu;Nh takaa hii kare hai jis tis kaa
;hairatii hai yih aa))inah kis kaa

7 v; M12; 1, 2, 4, 5, 6; on v.3 see {7,8}

{13}
vuh ik ravish se khole hu))e baal ho gayaa
sunbal chaman kaa muft me;N paa-maal ho gayaa
5 v; M5
*{14}
be-taab jii ko dekhaa dil ko kabaab dekhaa
jiite rahe the kyuu;N ham jo yih ((a;zaab dekhaa

7 v; M4; 1, 4, 7

*{15}
dil baham pahu;Nchaa badan me;N tab se saaraa tan jalaa
aa pa;Rii yih aisii chingaarii kih pairaahan jalaa

9 v; M10; 1, 2, 3, 5, 9; trans.

{16}
;haal-e dil miir kaa ro ro ke sab ai maah sunaa
shab ko al-qi.s.sah ((ajab qi.s.sah-e jaa;N-kaah sunaa
4 v; M13
*{17}
jab junuu;N se hame;N tavassul thaa
apnii zanjiir-e paa hii kaa ;Gul thaa

9 v; M12; 1, 2, 3, 8

{18}
aage jamaal-e yaar ke ma((;zuur ho gayaa
gul ik chaman me;N diidah-e be-nuur ho gayaa
9 v; M5
*{19}
farhaad haath teshe pah ;Tuk rah ke ;Daaltaa
patthar tale kaa haath hii apnaa nikaaltaa
5 v; M5; 1, 4, 5; trans.
*{20}
gul sharm se bah jaa))egaa gulshan me;N ho kar aab saa
burqa(( se gar niklaa kahii;N chahrah tiraa mahtaab saa

9 v; M3; 1, 2, 3, 4, 5; on v.6 see {17,8}; trans.

*{21}
mar rahte jo gul bin to saaraa yih ;xalal jaataa
niklaa hii nah jii varnah kaa;N;Taa saa nikal jaataa

9 v; M6; 1, 2, 9

{22}
sunyo jab vuh kabhuu savaar hu))aa
taa bah ruu;h al-amii;N shikaar hu))aa
7 v; M12
*{23}
maanind-e sham((-e majlis shab ashk-baar paayaa
al-qi.s.sah miir ko ham be-i;xtiyaar paayaa

7 v; M4; 1, 4, 7

*{24}
maaraa zamii;N me;N gaa;Raa tab us ko .sabr aayaa
us dil ne ham ko aa;xir yuu;N ;xaak me;N milaayaa

12 v; M4; 2; on v.12 see {451,5}

*{25}
shikvah karuu;N mai;N kab tak us apne mihrbaa;N kaa
al-qi.s.sah raftah raftah dushman hu))aa hai jaa;N kaa

19 v; M4; 1, 2, 4, 9, 15