#
First verse of the ghazal  Notes


*{26}
hamaare aage tira jab kisuu ne naam liyaa
dil-e sitam-zadah ko ham ne thaam thaam liyaa

7 v; M25; 6

{27}
sair ke qaabil hai dil .sad paarah us na;xchhiir kaa
jis ke har ;Tuk;Re me;N ho paivast paikaa;N tiir kaa
12 v; M10
*{28}
shab dard-o-;Gam se ((ar.sah mire jii pah tang thaa
aayaa shab-e firaaq thii yaa roz-e jang thaa

6 v; M5; 5

*{29}
dil me;N bharaa z baskih ;xayaal-e sharaab thaa
maanind aa))ine ke mire ghar me;N aab thaa

5 v; M5; 3

{30}
kyaa :tara;h hai aashnaa gaahe kahe naa aashnaa
yaa to begaane hii rahye huujiye yaa aashnaa
13 v; M10; on v.11, see {84,4}; v.12 in Persian, attrib. to Sa'ib; on v.13, see {84,4}
*{31}
gul ko ma;hbuub ham qiyaas kiyaa
farq niklaa bahut jo baas kiyaa
9 v; M12; 1, 2, 6, 9
{32}
muft aabruu-e zaahid-e ((allaamah le gayaa
ik mu;G bachah utaar ke ((ammamah le gayaa
4 v; M5
{33}
ay tuu kih yaa;N se ((aaqibat-e kaar jaa))egaa
;Gaafil nah rah kih qaafilah ik baar jaa))egaa
9 v; M5; on v.3 see {11,7}
{34}
kyaa kahuu;N kaisaa sitam ;Gaflat se mujh par ho gayaa
qaafilah jaataa rahaa mai;N .sub;h hote so gayaa
5 v; M10
{35}
mat ho dushman ai falak mujh paaymaal-e raah kaa
;xaak-uftaadah huu;N mai;N bhii ik faqiir all;aah kaa
9 v; M10
*{36}
aisii galii ik shahr-e islaam nahii;N rakhtaa
jis kuuche me;N vuh but .sad bad-naam nahii;N rakhtaa
9 v; M6; 3
*{37}
;xuubii kaa us kii bas kih :talab-gaar ho gayaa
gul baa;G me;N gale kaa mire haar ho gayaa
9 v; M5; 3
{38}
tiir jo us kamaan se niklaa
jigar-e mur;G jaan se niklaa
9 v; M12
*{39}
garmii se mai;N to aatish-e ;Gam kii pighal gayaa
raato;N ko rote rote hii juu;N sham((a gal gayaa
7 v; M5; 1, 2, 3, 6
*{40}
sunaa hai ;haal tire kashtagaa;N bicharo;N kaa
hu))a nah gor ga;Rhaa un sitam ke maaro;N kaa
13 v; M25; 3; on v.5 see G{19,1}
{41}
dil samjhaa nah mu;habbat ko kuchh un ne kyaa yih ;xayaal kiyaa
;xuun ho bah sab aaphii gayaa ((ishq-e ;husn-o-jamaal kiyaa

5 v; M01; on v.4 see {1337,1}; on v.1, for the scansion of the second line, see SSA v.1, p.177

*{42}
guzraa banaa-e char;x se naalah pagaah kaa
;xaanah ;xaraab huujiyo us dil kii chaah kaa
10 v; M5; 4; in SSA this and the following are in reverse order
*{43}
dil se shauq-e ru;x-e nikuu nah gayaa
jhaa;Nknaa taakna kabhuu nah gayaa
5 v; M12; 1, 2, 3, 5
{44}
gul-o-bulbul bahaar me;N dekhaa
ek tujh ko hazaar me;N dekhaa
7 v; M12
*{45}
ka))ii din suluuk-e vidaa((a kaa mire dar pa))-e dil-e zaar thaa
kabhuu dard thaa kabhuu daa;G thaa kabhuu za;xm thaa kabhuu vaar thaa
8 v; M28; 1, 2, 6, 7
*{46}
mihr kii tujh se tavaqqu(( thii sitam-gar niklaa
mom samajhe the tire dil ko so patthar niklaa
7 v; M13; 4; on v.2 see G{137,2}
{47}
rahe ;xayaal tunuk ham bhii ruu-siyaaho;N kaa
lage ho ;xuun bahut karne be-gunaaho;N kaa
9 v; M25
*{48}
us kaa ;xiraam dekh ke jaayaa nah jaa))egaa
ai kabk phir ba;haal bhii aayaa nah jaa))egaa
10 v; M5; 1, 6, 7
*{49}
aisaa tiraa rah-gu;zar nah hogaa
har gaam pah jis me;N sar nah hogaa
10 v; M8; 3
{50}
;Gam us ko saarii raat sunaayaa to kyaa hu))aa
yaa roz u;Th ke sar ko phiraayaa to kyaa hu))aa
9 v; M5