#
First verse of the ghazal
Notes
 
{51}
garchih sardaar mazo;N kaa hai amiirii kaa mazaa
chho;R la;z;zat ke ta))ii;N le to faqiirii kaa mazaa
4 v; M13
*{52}
dil jo thaa ik aabilah phuu;Taa gayaa
raat ko siinah bahut kuu;Taa gayaa
5 v; M11; 1, 2, 3, 4, 5 (whole ghazal)
{53}
yaad-e ayyaam kih yaa;N tark-e shikebaa))ii thaa
har galii shahr kii yaa;N kuuchah-e rusvaa))ii thaa
4 v; M13; on v.2 see {58,1}; on v.2 see {920,1}
*{54}
ai dost ko))ii mujh saa rusvaa nah hu))aa hogaa
dushman ke bhii dushman par aisaa nah hu))aa hogaa
9 v; M6; 1, 5, 6, 9
{55}
((aalam me;N ko))ii dil kaa :talab-gaar nah paayaa
us jins kaa yaa;N ham ne ;xariidaar nah paayaa
10 v; M7; on v.5 see {429,2}
{56}
kyaa mire aane pah tuu ai but-e ma;Gruur gayaa
kabhii us raah se niklaa to tujhe ghuur gayaa
7 v; M13
{57}
;xvaah mujh se la;R gayaa ab ;xvaah mujh se mil gayaa
kyaa kahuu;N ai ham-nishii;N mai;N tujh se ;ha.sil dil gayaa
5 v; M10
*{58}
taa bah maqduur inti:zaar kiyaa
dil ne ab zor-e be-qaraar kiyaa
7 v; M12; 1, 3, 5, 6, 7
{59}
shab thaa naalaa;N ((aziiz ko))ii thaa
mur;G-e ;xvush-;xvaa;N ((aziiz ko))ii thaa
5 v; M12
*{60}
phuu;Taa kiye piyaale lu;N;Dhtaa phiraa qaraabaa
mastii me;N merii thaa yaa;N ik shor aur sharaabaa
9 v; M4; 1, 3, 4, 6, 8; trans.; qaafiyah spelling problems with h
{61}
dukh ab firaaq kaa ham se sahaa nahii;N jaataa
phir us pah :zulm yih hai kuchh kahaa nahii;N jaataa
5 v; M25
{62}
samjhe the miir ham kih yih naasuur kam hu))aa
phir un dino;N me;N diidah-e ;xuu;N-baar nam hu))aa
11 v; M5
{63}
dil-o-dimaa;G hai ab kis ko zindagaanii kaa
jo ko))ii dam hai to afsos hai javaanii kaa
6 v; M25
*{64}
hu))aa mai;N sijde me;N par naqsh meraa baar rahaa
us aastaa;N pah mirii ;xaak se ;Gubaar rahaa
12 v; M25; 1, 6, 7, 10, 11, 12; trans.
*{65}
jiite jii kuuchah-e dildaar se jaayaa nah gayaa
us kii diivaar kaa sar se mire saayaa nah gayaa
10 v; M13; 7; on v.10 see G{234,8}
*{66}
dil ke ta))ii;N aatish-e hijraa;N se bachaayaa nah gayaa
ghar jalaa saamne par ham se bujhaayaa nah gayaa
8 v; M13; 1, 2, 6, 7
{67}
gul me;N us kii sii jo buu aa))ii to aayaa nah gayaa
ham ko bin dosh-e havaa baa;G se laayaa nah gayaa
9 v; M13
*{68}
udhar aa kar shikaar-afgan hamaaraa
mushabbak kar gayaa hai tan hamaaraa
9 v; M21; 8
*{69}
galyo;N me;N ab talak to ma;zkuur hai hamaaraa
afsaanah-e mu;habbat mashhuur hai hamaaraa
7 v; M4; 1, 2, 4, 7
*{70}
sa;har-gah ((iid me;N daur-e sabuu thaa
par apne jaam me;N tujh bin lahuu thaa
9 v; M21; 1, 2, 4, 6, 9
*{71}
raah-e daur-e ((ishq me;N rotaa hai kyaa
aage aage dekhiye hotaa hai kyaa
5 v.; M11; 1, 2, 3, 4
{72}
ronaa ;Tuk ik thamaa to ;Gam-e be-karaa;N sahaa
das din rahe jahaan me;N ham so rahaa dahaa
5 v; M5
{73}
bekasaanah jii giriftaarii se shevan me;N rahaa
ik dil-e ;Gam-;xvaar rakhte the so gulshan me;N rahaa
7 v; M10
*{74}
;Gamze ne us ke chorii me;N dil kii hunar kiyaa
us ;xaan-maa;N-;xaraab ne aa;Nkho;N me;N ghar kiyaa
13 v; M5; 1, 2, 3, 9,11; trans.
*{75}
naa kisii se paas mere yaar kaa aanaa gayaa
bas gayaa mai;N jaan se ab us se yih jaanaa gayaa
5 v; M10; 2