#
First verse of the ghazal
Notes
 
 
{176}
royaa kiye hai;N ;Gam se tire ham tamaam shab
pa;Rtii rahii hai zor se shabnam tamaam shab

5 v; M5
{177}
hotaa nah paa-e sarv jo juu-e chaman me;N aab
to kaun qamriyo;N ke chuvaataa dahan me;N aab

7 v; M5; on v.7 see SRF's article
*{178}
kis kii masjid kaise mai;xaane kahaa;N ke shai;x-o-shaab
ek gardish me;N tirii chashm-e siyah ke sab ;xaraab

11 v; M10; 1, 3, 4, 6; trans.
{179}
dekh ;xvurshiid tujh ko ai ma;hbuub
((araq-e sharm me;N gayaa hai ;Duub

6 v; M12; on v.6 see SRF's article; on v.6 see {256,2}; on v.6 see {365,9}
{180}
khaa ke daanah yih daam bichhvaayaa
hu))e aadam ko bhii bihisht na.siib

1 v; M12
 
1 == diivaan-e avval == t
{181}
rozaanah miluu;N yaar se yaa shab ho mulaaqaat
kyaa fikr karuu;N mai;N kih kisuu ;Dhab ho mulaaqaat

5 v; M7
{182}
sab hu))e naadam pa))e tadbiir ho jaanaa;N samet
tiir to niklaa mire siine se lekin jaa;N samet

5 v; M10
*{183}
palko;N pah the paarah-e jigar raat
ham aa;Nkho;N me;N le ga))e bisar raat

16 v; M8; 1, 5, 12, 13, 14, 15, 16; trans.
{184}
chhu;Ttaa hii nahii;N ho jise aazaar-e mu;habbat
maayuus huu;N mai;N bhii kih huu;N biimaar-e mu;habbat

9 v; M7
*{185}
jii me;N hai yaad-e ru;x-o-zulf-e siyah faam bahut
ronaa aataa hai mujhe har sa;har-o-shaam bahut

6 v; M13; 1, 2, 4
*{186}
kyaa kahe;N apnii us kii shab kii baat
kahye hove jo kuchh bhii ;Dhab kii baat

7 v; M12; 3
{187}
har .sub;h dam karuu;N huu;N al;haa;h baa anaabat
to bhii mirii du((aa se miltii nahii;N ajaabat

3 v; M4
 

1 == diivaan-e avval == ;T
{188}
nah paayaa dil hu))aa roz-e siyah se jis kaa jaa la;T pa;T
kisuu kii zulf ;Dhuu;N;Dii muu bah muu kaakul ko sab la;T pa;T

4 v; M20
 

1 == diivaan-e avval == j
{189}
aa))e hai;N miir mu;Nh ko banaa))e ;xafaa se aaj
shaayad biga;R ga))ii hai kuchh us be-vafaa se aaj

5 v; M5; on v.4 see {1504,2}
 

1 == diivaan-e avval == ch
*{190}
kaash u;The;N ham bhii gunahgaaro;N ke biich
huu;N jo ra;hmat ke sazaavaaro;N ke biich

10 v; M11; 3
{191}
faa))idah mi.sr me;N yuusuf rahe zindaan ke biich
bhej de kyuu;N nah zulai;xaa use kan((aan ke biich

9 v; M13
{192}
kar nah taa;xiir to ek shab kii mulaaqaat ke biich
din nah phir jaa))e;Nge ((ushshaaq ke ik raat ke biich

8 v; M13
{193}
saath ho ik bekasii ke ((aalam-e hastii ke biich
baaz ;xvaah-e ;xuu;N hai meraa go usii bastii ke biich

3 v; M10
 

1 == diivaan-e avval == ;h
{194}
hone lagaa gu;zaar-e ;Gam-e yaar be-:tara;h
rahne lagaa hai dil ko ab aazaar be-:tara;h

5 v; M5; on v.5 see {1597,5}
{195}
;xaa:tir kare hai jam((a vuh har baar ek :tar;h
kartaa hai char;x mujh se na))e yaar ek :tar;h

11 v; M5
 

1 == diivaan-e avval == ;x
{196}
hai nahii;N dushman-e jahaa;N vuh sho;x
in dino;N kuchh hai mihrbaa;N vuh sho;x

1 v; M12
 

1 == diivaan-e avval == d
{197}
kyaa hai yih jo gaahe aa jaatii hai aa;Ndhii ko))ii zard
yaa bagolaa jo ko))ii sar khe;Nche hai .sa;hraa navard

5 v; M10
{198}
aavegii merii qabr se aavaaz mere ba((d
ubhre;Nge ((ishq-e dil se tire raaz mere ba((d

7 v; M5
{199}
nah pa;Rhaa ;xa:t ko yaa pa;Raa qaa.sid
aa;xir-e kaar kyaa kahaa qaa.sid

11 v; M12
{200}
huu;N rah-gu;zar me;N tere har naqsh-e paa hai shaahid
u;Rtii hai ;xaak merii baad-e .sabaa hai shaahid

5 v; M4