#
First verse of the ghazal
Notes
 
 
{626}
ham junuu;N me;N jo ;xaak u;Raave;Nge
dasht me;N aa;Ndhiyaa;N chalaave;Nge

2 v; M12
{627}
va.sl kii jab se ga))ii hai chho;R dil-daarii mujhe
hijr kii karnii pa;Rii hai naaz-bardaarii mujhe

2 v; M10
{628}
juu;N juu;N saaqii to jaam bhartaa hai
merii taubah kaa jaan ;Dartaa hai

3 v; M12
{629}
kyuu;N gardan-e hilaal abhii se ;Dhalak chalii
abruu to yak :taraf palak us kii nahii;N halii

2 v; M5
{630}
u;Raa barg-e dil ko dikhaatii hai vaadii
kaho kis :tara;h ta))ii;N .sabaa chor baadii

4 v; M22
{631}
sabho;N ke ;xa:t liye poshiidah qaa.sid aaj jaataa hai
chalaa hai yaar ke kuuche ko aur mujh se chhupaataa hai

3 v; M20
{632}
sho;x ((aashiq qad ko tere sarv yaa :tuub;aa kahe
kuchh ;Thahartii hii nahii;N ko))ii kahe to kyaa kahe

2 v; M10
{633}
mire rang-e shikastah pah ha;Nse hai;N mardumaa;N saare
hu))aa huu;N za((faraa;N kaa khet tere ((ishq me;N pyaare

2 v; M20
{634}
raah aa;Nsuu kii kab talak takiye
;xuun-e dil hii kaa ab mazah chakhiye

4 v; M12
{635}
chalii jaatii hii niklii jaan hai tadbiir kyaa karye
mudaavaa se mara.z gu;zraa kaho ab miir kyaa karye

4 v; M20
{636}
us sitam-diidah kii .su;hbat se jigar lohuu hai
aab ho jaa))e kih yih dil ;xalah-e pahluu hai

2 v; M13
{637}
((umr gu;zrii kih tire kuuche ke aane se ga))e
duur se ek na:zar dekh ke jaane se ga))e

1 v; M13
{638}
;hairaan us bhabhuuke pah sab dosh ho ga))e
sham((a-o-chiraa;G bazm me;N ;xaamosh ho ga))e

1 v; M5
{639}
jo sail sirishk kaa chale hai
daryaa ke bhii ho;N;Th jaa sale hai

1 v; M8
{640}
aane ke vaqt tum to kahii;N ke kahii;N rahe
ab aa))e tum to faa))idah ham hii nahii;N rahe

1 v; M5
{641}
naachaar ham to tujh bin jii maar kar rahe;Nge
par us ravish ko terii yih log kyaa kahe;Nge

1 v; M4
{642}
va((de har roz rahe aur tum aate hii rahe
ham ko dekho kih lage chalne to jaate hii rahe

1 v; M13
{643}
muhaiyaa jis kane asbaab mulkii aur maalii the
vuh iskandar gayaa yaa;N se to dono;N haath ;xaalii the

2 v; M20
{644}
muddat hu))ii kih taab-o-tavaa;N jii chhupaa ga))e
betaab kar ke ;xaak me;N ham ko milaa ga))e

2 v; M5
{645}
kyaa kahuu;N kuchh bhii us se chhuu;Taa hai
mulk-e dil un ne .saaf luu;Taa hai

2 v; M12
{646}
ham ro ro ke dard-e dil-e diivaanah kahe;Nge
jii me;N hai kabhuu ;haal-e ;Gariibaanah kahe;Nge

2 v; M7
{647}
yak dam me;N ;xuu;N to suukhaa mizhgaa;N pah ho ke jaarii
kar ai :tapish jigar kii ab tuu hii aab-yaarii

1 v; M4
{648}
nisbat-e mah hai duur us gul se
vuh shiguftah hai yih giriftah hai

1 v; M12
{649}
kis ruu se us ke hogaa to nuq:te se muqaabil
ai aaftaab teraa mu;Nh to :tabaaq saa hai

1 v; M4
{650}
mi.sra((-e zulf kaa nah paayaa pech
shaa((iro;N ne bhii fikr kar dekhe

1 v; M12