#
First verse of the ghazal
Notes
 
{726}
kyaa kahe;N kuchh kahaa nahii;N jaataa
ab to chup bhii rahaa nahii;N jaataa
5 v; M12
{727}
kajii us kii jo mai;N jataane lagaa
mujhe siidhiyaa;N vuh sunaane lagaa

7 v; M23
{728}
all;aah re ;Guruur-o-naaz teraa
mu:tlaq nahii;N ham se saaz teraa

5 v; M8
*{729}
aa;Nsuu mirii aa;Nkho;N me;N har dam jo nah aa jaataa
to kaam miraa achchhaa parde me;N chalaa jaataa

10 v; M6; 4; on v.5 see G{86,2}
{730}
baa al-quuh ;Tuk dikhaa))iye chashm-e pur-aab kaa
daaman paka;R ke ro))iye yak dam sa;haab kaa

12 v; M5; on v.4 see {471,7}
*{731}
;xandah-e dandaa;N-numaa kartaa jo vuh kaafir gayaa
gauhar-e tar juu;N sirishk aa;Nkho;N se sab kii gir gayaa

7 v; M10; 4
{732}
us bad-zabaa;N ne .sarf-e su;xan aah kab kiyaa
chupke hii chupke un ne hame;N jaa;N bah lab kiyaa

10 v; M5; on v.6 see {517,9}
*{733}
ab chhaatii ke jalne ne kuchh :taur badal ;Daalaa
sab dard ho shiddat kaa us dil hii ko dal ;Daalaa

5 v; M6; 2
*{734}
:tuufaan mere rone se aa;xir ko ho rahaa
yuunaa;N kii :tar;h bastii yih sab mai;N ;Dubo rahaa

7 v; M5; 7
{735}
la((l par kab dil miraa maa))il hu))aa
us lab-e ;xaamosh kaa qaa))il hu))aa
5 v; M11; on v.4 see {1076,7}
*{736}
ko))ii faqiir yih ai kaash-ke du((aa kartaa
kih mujh ko us kii galii kaa ;xudaa gadaa kartaa

15 v; M25; 1, 3, 8, 14
{737}
ba;Ndhaa raat aa;Nsuu kaa kuchh taar saa
hu))aa abr-e ra;hmat gunah-gaar saa

12 v; M23
*{738}
;hairaa;N hai la;h:zah la;h:zah :tarz-e ((ajab ((ajab kaa
jo taftah-e mu;habbat vaaqif hai us ke ;Dhab kaa

7 v; M4; 6
{739}
sai;Nka;Ro;N bekaso;N kaa jaan gayaa
par yih teraa nah imti;haan gayaa

9 v; M12
*{740}
hangaam-e shar;h-e ;Gam-e jigar ;xaamah shaq hu))aa
soz-e daruu;N se naamah kabaab-e varaq hu))aa

7 v; M5; 3
*{741}
kal mai;N kahaa vuh :tuur kaa shu((lah kahaa;N giraa
dil ne jigar kii or ishaarat kii yaa;N giraa

7 v; M5; 2
{742}
aate hii aate tere yih naa-kaam ho chukaa
vaa;N kaam hii rahaa tujhe yaa;N kaam ho chukaa

5 v; M5
*{743}
sunbul tumhaare gesuu))o;N ke ;Gam me;N la;T gayaa
abruu kii te;G dekh mah-e ((iid ka;T gayaa

10 v; M5; 2
{744}
siine me;N shauq miir ke sab dard ho gayaa
dil par rakhaa thaa haath so mu;Nh zard ho gayaa

5 v; M5
*{745}
kyaa to namuud kis kii kaisaa kamaal teraa
ai naqsh-e vahm aayaa kiidhar ;xayaal teraa

9 v; M4; 1, 4, 6, 7
{746}
furo aataa nahii;N sar naaz se ab ke amiiro;N kaa
agarchih aasmaa;N tak shor jaave ham faqiiro;N kaa

7 v; M20
{747}
hu))ii;N rusvaa))iyaa;N jis ke liye chhuu;Taa diyaar apnaa
hu))aa vuh be-muruvvat be-vafaa hargiz nah yaar apnaa

11 v; M20; on v.2 see {724,2}
*{748}
rab:t-e dil zulf se us kii jo nah chaspaa;N hotaa
us qadar ;haal hamaaraa nah pareshaa;N hotaa

9 v; M13; 2
{749}
jis pah us mauj sii shamshiir kaa ik vaar kiyaa
kaam us shauq ke ;Duube hu))e kaa paar kiyaa

9 v; M13; on v.9 see {121,7}
{750}
shab-e raftah mai;N us ke dar par gayaa
sag-e yaar aadam-garii kar gayaa
5 v; M23; on v.1 see {471,3}