#
First verse of the ghazal
Notes
 
 
{801}
banii thii kuchh ik us se muddat ke ba((d
so phir big;Rii pahlii hii .su;hbat ke ba((d
7 v; M23
 
2 == diivaan-e duvvum == r

*{802}
raftaar me;N yih sho;xii ra;hm ai javaa;N zamii;N par
laataa hai taazah aafat tuu har zamaa;N zamii;N par

14 v; M4; 13
{803}
kyaa kyaa nah ham ne khe;Nche aazaar terii ;xaa:tir
ab ho ga))e hai;N aa;xir biimaar terii ;xaa:tir
9 v; M4; on v.6 see {877,1}
{804}
ay .sabaa gar shahr ke logo;N me;N ho teraa gu;zaar
kahyo ham .sa;hraa-navardo;N kaa tamaamii ;haal-e zaar

32 v; M10
{805}
aa;Gashtah ;xuun-e dil se su;xan the zabaan par
rakkhe nah tum ne kaan ;Tuk us daastaan par

10 v; M5
{806}
kyaa kyaa nah log khelte jaate hai;N jaan par
a:tfaal-e shahr laa))e hai;N aafat jahaan par

10 v; M5
{807}
mat aa;Nkh hame;N dekh ke yuu;N maar diyaa kar
;Gamze hai;N balaa un ko nah sankaar diyaa kar

5 v; M7; on v. 2 see {11,6}
{808}
:taaqat nahii;N hai jaan me;N ka;Rhnaa ta((ab hai aur
be-lu:tfiyaa;N karo ho yih tis par ;Ga.zab hai aur

9 v; M5
{809}
aa ham-nishii;N kisuu ke mat ((ishq kii havas kar
jaatii hai;N yuu;N hii naa-daa;N jaa))e;N taras taras kar

9 v; M4; on v.7 see {1533,4}
{810}
aa))ii hai us ke kuuche se ho kar .sabaa kuchh aur
kyaa sar me;N ;xaak ;Daaltii hai ab havaa kuchh aur

9 v; M5
{811}
chamkii hai jab se barq-e sa;har gulsitaa;N kii or
jii lag rahaa hai ;xaar-o-;xas-e aashiyaa;N kii or

10 v; M5
{812}
na))e :taur siikhe nikaale ;Dhab aur
magar aur the tab hu))e ho ab aur
6 v; M23
*{813}
aa;xir dikhaa))ii ((ishq ne chhaatii figaar kar
ta.sdii(( khe;Nchii ham ne yih kaam i;xtiyaar kar

10 v; M5; 1, 4, 10
{814}
junuu;N me;N ab ke kaam aa))ii nah kuchh tadbiir bhii aa;xir
ga))ii kal ;Tuu;T mere paa))o;N kii zanjiir bhii aa;xir

7 v; M20
{815}
rah jaa))uu;N chup nah kyuu;N-kih buraa jii me;N maan kar
aa))o bhalaa kabhuu to so jaa))o ziyaan kar
11 v; M5; on v.8 see {226,6}; on v.8 see {977,5}
{816}
mujh ko qafas me;N sunbul-o-rai;haa;N kii kyaa ;xabar
kah'h ai nasiim-e .sub;h gulistaa;N kii kyaa ;xabar

5 v; M5
*{817}
ab tang huu;N bahut mai;N mat aur dushmanii kar
laago ho mere jii kaa utnii hii dostii kar

10 v; M4; 1, 4, 10
 
2 == diivaan-e duvvum == z

{818}
us sho;x se sunaa nahii;N naam-e .sabaa hanuuz
;Gunchah hai vuh lagii nahii;N us ko havaa hanuuz

10 v; M5
{819}
hai mere lohuu rone kaa aa;saar saa hanuuz
kuuchah ko))ii ko))ii hai chaman-zaar saa hanuuz

7 v; M5
{820}
kab tak bhalaa bataa))oge yuu;N .sub;h-o-shaam roz
aa))o kahii;N kih rahte hai;N raftah tamaam roz

5 v; M5
 
2 == diivaan-e duvvum == s

{821}
ga))e jis dam se ham us tund-;xuu paas
rahe ;xanjar sitam hii ke galuu paas
7 v; M21
{822}
jab bi;Thaave;N mujhe jallaad-e jafaa-kaar ke paas
tuu bhii ;Tuk aan kha;Raa huujo gunah-gaar ke paas

14 v; M13
{823}
((izzat nahii;N hai dil kii kuchh us dil-rubaa ke paas
rahtii hai aarsii hii dharii ;xvud-numaa ke paas

7 v; M5
{824}
rahte the ham ve aa;Th pahar yaa to paas paas
yaa ab pha;Tak nahii;N hai kahii;N un ke aas paas

7 v; M5
 
2 == diivaan-e duvvum == sh

{825}
gul ko hotaa .sabaa qaraar ai kaash
rahtii ek-aadh din bahaar ai kaash
10 v; M12; on v.7 see G{20,10}