#
FIRST VERSE OF GHAZAL
COMMENTS
 
 
{826}
kyaa kahye kyaa rakhe;N hai;N ham tujh se yaar ;xvaahish
yak jaan-o-.sad tamannaa yak dil hazaar ;xvaahish
10 v; M4; 7
{827}
mu:tlaq nahii;N hai iidhar us dilrubaa kii ;xvaahish
kyaa jaaniye kih kyaa hai yaaro ;xudaa kii ;xvaahish

7 v; M4
{828}
ham par ravaa jo rakhte ho jor-o-jafaa hamesh
;xuubii rahaa kare hai mirii jaan kyaa hamesh
7 v; M5
2 == diivaan-e duvvum == :t
{829}
((ishq kii rah nah chal ;xabar hai shar:t
avval-e gaam tark-e sar hai shar:t
7 v; M12
{830}
karte nahii;N hai;N us se nayaa kuchh ham i;xtilaa:t
hotaa thaa agle logo;N me;N bhii baaham i;xtilaa:t
5 v; M5
 
2 == diivaan-e duvvum == ((
{831}
tere hote shaam ko gar bazm me;N aa jaa))e sham((a
ho ;xajal aisii kih mu;Nh apnaa nah phir dikhlaa))e sham((a

5 v; M10
{832}
us ke hote bazm me;N faanuus me;N aatii hai sham((a
ya((nii us aatish ke purkaale se sharmaatii hai sham((a

5 v; M10
{833}
((ishq me;N kuchh nahii;N davaa se naf((a
ka;Rhye kab tak nah ho balaa se naf((a

5 v; M12
 
2 == diivaan-e duvvum == ;G
{834}
ab us ke ;Gam se jo ko))ii chaahe so khaa))e daa;G
baaqii nahii;N hai chhatii me;N apnii to jaa))e daa;G

7 v; M5
 
2 == diivaan-e duvvum == f
{835}
miilaan-e dil hai zulf-e siyah-faam kii :taraf
jaataa hai .said aap se us daam kii :taraf

9 v; M5
 
2 == diivaan-e duvvum == q
{836}
ay rashk-e barq tujh se mushkil hai kaar-e ((aashiq
ik jhamke me;N kahaa;N phir .sabr-o-qaraar-e ((aashiq

10 v; M4
{837}
kyaa kahuu;N tum se mai;N kih kyaa hai ((ishq
jaan kaa rog hai balaa hai ((ishq

9 v; M12; 1, 2, 4, 3, 6, x, x
 
2 == diivaan-e duvvum == k
{838}
dekhii thii tere kaan ke motii kii ik jhalak
jaatii nahii;N hai ashk kii ru;xsaar ke ;Dhalak
5 v; M5
{839}
((izzat apnii ab nahii;N hai yaar ko man:zuur ;Tuk
paas jaataa huu;N to kahtaa hai kih bai;Tho duur ;Tuk

7 v; M10
{840}
;haalaa;Nkih kaam pahu;Nch gayaa kab ka kahaa;N talak
aatii nahii;N hai to bhii shikaayat zabaa;N talak

7 v; M5; check first line!
{841}
ham bekaso;N kaa kaun hai hijraa;N me;N ;Gam-shariik
tanhaa))ii ek hai sau hai us ke sitam-shariik

5 v; M5
{842}
chale hai baa;G kii .sabaa kyaa ;xaak
dil-jalaa ko))ii ho gayaa kyaa ;xaak
7 v; M12
{843}
aaj kal se kuchh nah :tuufaa;N zaahe chashm-e giryah-naak
maujzan barso;N se hai daryaa hai chashm-e giryah-naak

7 v; M10
{844}
sau ;xuu;N-chakaa;N gale hai;N lab se mirii zabaa;N tak
jii ru;Ndh gayaa hai :zaalim ab ra;hm kar kahaa;N tak

10 v; M4
{845}
liyaa chiirah-dastii se gar miir sar tak
nah pahu;Nchaa kabhuu haath us kii kamar tak

7 v; M22
 
2 == diivaan-e duvvum == g
{846}
;Gaafil hai;N aise sote hai;N goyaa jahaa;N ke log
;haalaa;Nkih raftanii hai;N sab us kaaravaa;N ke log

11 v; M5
{847}
kyaa ((ishq-e ;xaanah-soz ke dil me;N chhupii hai aag
ik saare tan badan me;N mire phuk rahii hai aag

11 v; M5; 1, 4, 9, 11; on verse 11 see {86,7}, SRF
{848}
hai aag kaa saa naalah-e kaahish-fizaa kaa rang
kuchh aur .sub;h dam se hu))aa hai havaa kaa rang
10 v; M5; check the first line
{849}
rah-e marg se kyuu;N ;Daraate hai;N log
bahut us :taraf ko to jaate hai;N log

7 v; M23
 
2 == diivaan-e duvvum == l
{850}
maar bhii aasaan hai dushnaam sahl
yaar agar hai ahl to hai kaam sahl

5 v; M11