#
First verse of the ghazal
Notes
 
 
{926}
laa))iq nahii;N tumhe;N kih hame;N naa-sazaa kaho
par hai yihii hamaare kiye kii sazaa kaho

10 v; M5
{927}
mat sag-e yaar se da((vaa-e musaavaat karo
us kane bai;Thne paa))o to mubaahaat karo

5 v; M13
{928}
juu;N ;Gunchah miir itnaa nah bai;The rahaa karo
gul phuul dekhne ko bhii ;Tuk u;Th chalaa karo

11 v; M5
{929}
laa merii or yaa rab aaj ek ;xvush-kamar ko
qudrat se us ke dil kii kal pher de udhar ko

7 v; M4; on v.3 see {71,3}; on v.3 see {874,4}
*{930}
mu:trib ne pa;Rhii thii ;Gazal ik miir kii shab ko
majlis me;N bahut vujd kii ;haalat rahii sab ko

9 v; M7; 1, 2, 4, 9
*{931}
milaa yaa rab kahii;N us .said-e afgan sar-basar kii;N ko
kih afshaa;N kiije ;xuun apne se us ke daaman-e zii;N ko

11v; M20; 11; on v.7 see {931,11}
*{932}
kyaa chahre ;xudaa ne diye un ;xvush pisaro;N ko
denaa thaa tunuk ra;hm bhii bedaad-garo;N ko

10 v; M7; 1, 2, 3, 4, 10
{933}
((inaayat-e azalii se jo dil milaa mujh ko
ma;hal-e shukr hai aataa nahii;N gilah mujh ko

9 v; M25; on v.6 see {1341,7}
{934}
hotii kuchh ((ishq kii ;Gairat bhii agar bulbul ko
.sub;h kii baa))o se lag lagne nah detii gul ko

5 v; M13
{935}
yuu;N kab hu))aa hai pyaare paas apne tum bulaa lo
do baate;N gar likhuu;N mai;N dil ko ;Tuk ik lagaa lo

9 v; M4
 
2 == diivaan-e duvvum == h
{936}
yaad jab aatii hai vuh zulf-e siyaah
saa;Np sa chhaatii pah phir jaatii hai aah

13 v; M11; on v.12 see {321,4}
*{937}
:zaalim yih kyaa nikaalii raftaar raftah raftah
us chaal par chalegii taalvaar raftah raftah
9 v; M4; 3; on v.7 see {122,9}
*{938}
paidaa nahii;N jahaa;N me;N qaid-e jahaa;N se rastah
maanind-e barq hai;N yaa;N ve log ;xastah ;xastah

5 v; M4; 1, 3, 4
{939}
;Tuk paas aa ke kaise .sarfe se hai;N kashiidah
goyaa kih hai;N yih la;Rke piir-e zamaanah-diidah

9 v; M4; on v.8 see {1799,7}
{940}
phirtii hai;N us kii aa;Nkhe;N aa;Nkho;N tale hameshah
rahtaa hai aab-diidah yaa;N taa gale hameshah

7 v; M4
{941}
lu:tf kyaa har kisuu kii chaah ke saath
chaah vuh hai jo ho nibaah ke saath

7 v; M12
{942}
ham se kyuu;N uljhaa kare hai aa samajh ai naa-samajh
kuj-:tabii((at jo mu;xaalif hai;N u;Nho;N se jaa samajh

7 v; M10; on v.5 see {1750,4}
{943}
khe;Nchtaa hai dilo;N ko .sa;hraa kuchh
hai mizaajo;N me;N apne saudaa kuchh

10 v; M12
*{944}
buud naqsh-o-nigaar saa hai kuchh
.suurat ik i((tibaar saa hai kuchh
8 v; M12; 1, 2, 6
{945}
aave kahne me;N rahaa ho ;Gam se gar a;hvaal kuchh
jaa;N bah lab rahte hai;N par kahte nahii;N hai;N ;haal kuchh

7 v; M10
*{946}
ab to .sabaa chaman se aatii nahii;N idhar kuchh
ham tak nahii;N pahu;Nchtii gul kii ;xabar ((i:tar kuchh

10 v; M4; 3
 
2 == diivaan-e duvvum == ii
{947}
ham se dekhaa kih mu;habbat ne adaa kyaa kyaa kii
ek dil qa:trah-e ;xuu;N tis pah jafaa kyaa kyaa kii

7 v; M13; on v.2 see G{217,2}
{948}
kuchh karo fikr mujh divaane kii
dhuum hai phir bahaar aane kii
9 v; M12; on v.5 see {1750,4}
*{949}
miir daryaa hai sune shi((r zabaanii us kii
all;aah all;aah re :tabii((at kii ravaanii us kii

13 v; M13; 1, 5, 8; all verses presented
*{950}
kii sair ham ne siinah-e yaksar figaar kii
is ta;xte ne bhii ab ke qiyaamat bahaar kii

9 v; M5; 1, 5, 9; on v.2 see {1590,3}