#
First verse of the ghazal
Notes
 
 
{1326}
((ishq-e rusvaa))ii-:talab ne mujh ko sar-gardaa;N kiyaa
kyaa ;xaraabii sar pah laayaa .sauma((ah viiraa;N kiyaa

7 v; M10; on v.7 see {1337,2}
*{1327}
dil sa;Nbhaale kahii;N mai;N kal jo chalaa jaataa thaa
.zu((f utnaa thaa kahe baat ;Dhalaa jaataa thaa
5 v; M13; 5
*{1328}
tark-e libaas se mere use kyaa vuh raftah-ra((naa))ii kaa
jaame kaa daaman paa))o;N me;N uljhaa haath aa;Nchal aklaa))ii kaa

7 v; M01; 1, 3, 4
{1329}
phire hai va;hshii-saa gum-gashtah ((ishq kaa teraa
sabho;N se paate hai;N begaanah aashnaa teraa

5 v; M25
*{1330}
.suurat-e shiirii;N ke aage kaam apnaa kar gayaa
((ishq me;N kis ;husn se farhaad :zaalim mar gayaa
3 v; M10; 2
{1331}
kiyaa ((ishq so phir mujhe ;Gam rahaa
mizhah nam rahii;N ;haal darham rahaa

5 v; M23
{1332}
makke gayaa madiine gayaa karbalaa gayaa
jaisaa gayaa thaa vaisaa hii chal phir ke aa gayaa

8 v; M5
*{1333}
((ishq kii hai biimaarii ham ko dil apnaa sab dard hu))aa
rang badan-e miit ke rango;N jiite jii hii pah zard hu))aa

2 v; M01; 1, 2 (whole ghazal)
{1334}
((ishq kyaa kyaa aafate;N laataa rahaa
aa;xir ab duurii me;N jii jaataa rahaa

7 v; M11
{1335}
au.saaf-muu ke shi((r se uljhaa))o pa;R gayaa
daa;Nto;N ko silk-e dur jo kahaa mai;N so la;R gayaa

7 v; M5; on v.6 see {1201,6}
*{1336}
jaan apnaa jo ham ne maaraa thaa
kuchh hamaaraa usii me;N vaaraa thaa

10 v; M12; 7
*{1337}
;xuub kiyaa jo ahl-e karam ke juud kaa kuchh nah ;xayaal kiyaa
ham jo faqiir hu))e to ham ne pahle tark-e savaal kiyaa

5 v; M01; 1, 2, 3, 5
{1338}
ham kuu-e mu;Gaa;N me;N the maah-e rama.zaa;N aayaa
.sad shukr kih mastii me;N jaanaa nah kahaa;N aayaa

7 v; M6
{1339}
;xuu;N nah hu))aa dil chaahiye jaisaa go ab kaam se jaavegaa
kaam apne vuh kyaa aayaa jo kaam hamaare aavegaa

7 v; M01
{1340}
bahaar aa))ii chalo chaman me;N havaa ke uupar bhi rang aayaa
kahaa;N talak gul nah hove ;Gunchah rahaa ma;Nde mu;Nh so tang aayaa

3 v; M24
*{1341}
dil ko kahii;N lagne do mere kyaa kyaa rang dikhaa))uu;Ngaa
chahre se ;xuu;N-naab maluu;Ngaa phuulo;N se gul khaa))uu;Ngaa

7 v; M01; 1, 2, 4, 5, 7
*{1342}
agarchih jahaa;N mai;N ne sab chhaan maaraa
vale us kii naa-yaabii ne jaan maaraa

5 v; M22; 5
{1343}
jigar ;xuu;N kiyaa chashm nam kar gayaa
gayaa dil so ham par sitam kar gayaa

7 v; M23; on v.1 see {1341,7}; on v.7 see {322,7}
{1344}
yaarii kiye kisuu kaa kaahe ko naam niklaa
naa-kaam ((ishq tab to ((aashiq kaa naam niklaa

5 v; M4
{1345}
ne ham se kuchh nah us sitam-iijaad se hu))aa
:zulm-e .sarii;h ((ishq kii imdaad se hu))aa

3 v; M5; on v.3 see {121,7}; on v.5 see {689,2}
{1346}
zaar kiyaa biimaar kiyaa us dil ne kyaa aazaar kiyaa
daa;G se tan gulzaar kiyaa sab aa;Nkho;N ko ;xuu;N-baar kiyaa

5 v; M01
{1347}
siine kaa soz bahut bha;Rkaa jalaa tan maaraa
jaamah-zebo;N ne ;Ga.zab aag pah daaman maaraa

3 v; M13
{1348}
piirii me;N be-dandaa;N ho bai;The par afsos yih ham ko rahaa
daant tumhaare mu;Nh me;N kai hai;N us ma;Gruur ne yuu;N nah kahaa

3 v; M01
{1349}
chaahat kaa i:zhaar kiyaa so apnaa kaam ;xaraab hu))aa
us parde ke u;Th jaane se us ko ham se ;hijaab hu))aa

5 v; M01; on v.5 see {1896,9}
*{1350}
thaa mu;habbat se kabhuu ham me;N kabhuu yih ;Gam me;N thaa
dil kaa hangaamah qiyaamat ;xaak ke ((aalam me;N thaa

3 v; M10; 1, 2, 3 (whole ghazal)