#
First verse of the ghazal
Notes
 
 
{1351}
vafaadaarii ne jii maaraa hamaaraa
usii me;N hogaa kuchh vaaraa hamaaraa
4 v; M21

4 == diivaan-e chahaarum == b

*{1352}
hu))aa jo dil ;xuu;N-;xaraabii aa))ii har ek a((.zaa me;N hai fatuur ab
;havaas gum hai;N dimaa;G gum hai rahaa sahaa bhii gayaa sha((uur ab

3 v; M24; 1, 2, 3 (the whole ghazal)
{1353}
kyaa ga))ii jaan-o-dil se taab shitaab
aa;Nsuu aate hai;N ab shitaab shitaab

7 v; M12
*{1354}
bekaar bhii darkaar hai;N sarkaar me;N .saa;hib
aate hai;N khi;Nche ham kabhuu be-gaar me;N .saa;hib

10 v; M7; 3
{1355}
dard sar kaa pahar pahar hai ab
zindagaanii hii dard-e sar hai ab

5 v; M12
{1356}
josh rone kaa mujhe aayaa hai ab
diidah-e tar abr saa chhaayaa hai ab

7 v; M11
*{1357}
kyaa kare;N tadbiir dil maqduur se baahar hai ab
naa-umiid us zindagaanii karne se ak;sar hai ab

7 v; M10; 7
{1358}
;xilaaf-e va((dah bahut hu))e ho ko))ii to va((dah vafaa karo ab
milaa ke aa;Nkhe;N daro;G kahnaa kahaa;N talak kuchh ;hayaa karo ab

3 v; M24
{1359}
yaar meraa bahut hai yaar-fareb
makr hai ((ahd sab qaraar-fareb

4 v; M12
{1360}
ko))ii apnaa nah yaar hai nah ;habiib
us sitamgar ke ham hai;N shahr ;Gariib
2 v; M12

4 == diivaan-e chahaarum == t

{1361}
jab se aa;Nkhe;N lagii hai;N hamaarii nii;Nd nahii;N aatii hai raat
takte raah rahe hai;N din ko aa;Nkho;N me;N jaatii hai raat

5 v; M01; on v.4 see {1896,6}
{1362}
der kab rahnaa mile hai yaa;N nahii;N mahlat bahut
;ze kise fur.sat sipahr duu;N hai kam-e fur.sat bahut

9 v; M10
{1363}
chashm rahne lagii pur-aab bahut
shaayad aavegaa ;xuun-naab bahut

6 v; M12
{1364}
dil ne kaam kiye .zaa))i(( dil-bar hai dil-;xvaah bahut
qadr bahut hii kam hai dil kii par dil me;N hai chaah bahut

7 v; M01
{1365}
kartaa hai garchih yaaro;N se vuh ;Te;Rhii baa;Nkii baat
par kyaa hii dil ko lagtii hai us bad-zabaa;N kii baat

5 v; M5

4 == diivaan-e chahaarum == ;s

{1366}
nahii;N gar cho;T dil par giryah-o-zaarii kaa kyaa baa((i;s
rukan kaahe ko chashm-e tar kii ;xuu;N-baarii kaa kyaa baa((i;s

3 v; M20
{1367}
((ahd us kaa ;Gala:t qaraar ((aba;s
dil hamaaraa hai be-qaraar ((aba;s
5 v; M12

4 == diivaan-e chahaarum == j

{1368}
;haal buraa hai tum ko ham se utnii ;Gaflat kyaa hai aaj
ko))ii gha;Rii to paas raho yaa;N pahro;N fur.sat kyaa hai aaj

5 v; M01
{1369}
ham to lab-e ;xvush-rang ko us ke maanaa la((l-e a;hmar aaj
aur ;Guruur se un ne ham ko jaanaa kankar patthar aaj

11 v; M01

4 == diivaan-e chahaarum == ch

*{1370}
aage to rasm dostii kii thii jahaa;N ke biich
ab kaise log aa))e zamiin aasmaa;N ke biich

9 v; M5; 1, 2, 3, 5; on v.4 see {1160,4}
{1371}
.suurat phire nah yaar kii kyuu;N chashm-e tar ke biich
taa;siir hegii ahl-e vafaa ke hunar ke biich

8 v; M5
{1372}
ranj kyaa kyaa ham ne khe;Nche dostii yaarii ke biich
kyaa hu))ii taq.siir us kii naaz-bardaarii ke biich

8 v; M10; on v.5 see {1820,8}
*{1373}
gul man((akas hu))e hai;N bahut aab-juu ke biich
jaa-e sharaab paanii bhare;Nge sabuu ke biich
5 v; M5; 1, 3, 4, 5

4 == diivaan-e chahaarum == ;h

*{1374}
kyaa ham bayaa;N kisuu se kare;N apne haa;N kii :tar;h
kii ((ishq ne ;xaraabii se us ;xaandaa;N kii :tar;h

9 v; M5; 1, 7, 9
{1375}
mar gayaa farhaad jaise marte baare us :tara;h
sar ko))ii patthar se maare bhii to maare us :tara;h

5 v; M10; on v.5 see {1460,3}; on v.5 see {1719,1}