#
First verse of the ghazal
Notes
 
 
{1401}
kal haath jaa rahaa thaa dil-e be-qaraar paas
goyaa kih jaa rahaa kisuu sozindah-naar paas

5 v; M5
{1402}
ab nahii;N hotii chashm-e tar afsos
bah'h gayaa ;xuun ho jigar afsos

4 v; M12
 
4 == diivaan-e chahaarum == sh

{1403}
nikle parde se ruu-e yaar ai kaash
mu;Nh kare ;Tuk idhar bahaar ai kaash

7 v; M12
{1404}
us kaa ;xayaal aave hai ((ayyaar kii ravish
kuchh us kii ham ne paa))ii nah raftaar kii ravish

7 v; M5
{1405}
rahte hai;N bahut dil ke ham aazaar se naa-;xvush
bistar pah gire rahte hai;N biimaar se naa-;xvush

7 v; M7
 
4 == diivaan-e chahaarum == .s

{1406}
:taa))ir-e dil kii :tapish siine me;N jaano tum bismil kaa raq.s
un hii rango;N hotaa hai us .said-e :tarfah-dil kaa raq.s

1 v; M01
 
4 == diivaan-e chahaarum == .z

{1407}
kyaa kahuu;N kaisaa hai dil-bar ;xvud-;Gara.z
;xvud-numaa ;xvud-raa))e-o-;xvud-sar ;xvud-;Garaz
1 v; M11
 
4 == diivaan-e chahaarum == :t

{1408}
dil-lagii ke ta))ii;N jigar hai shar:t
be-;xabar mat raho ;xabar hai shar:t

2 v; M12
{1409}
dil kaa lagaanaa jii khotaa hai us ko jigar hai piyaare shar:t
so to bahaa thaa ;xuu;N ho aage pahle daa))o hii haare shar:t

1 v; M01
 
4 == diivaan-e chahaarum == :z

{1410}
((ishq hamaaraa jii maare hai ham naadaa;N hai;N kyaa ma;h:zuu:z
aisii shai kaa ziyaa;N khe;Nche to daanaa hove kyaa ma;h:zuu:z

2 v; M01
 
4 == diivaan-e chahaarum == ((

{1411}
ek hii gul kaa .sarf kiyaa hai mai;N ne saraapaa jaise sham((a
talvo;N tak vuh daa;G gayaa hai sab mujh ko khaa jaise sham((a

1 v; M01
 
4 == diivaan-e chahaarum == ;G

{1412}
hamaare aage chaman se ga))ii bahaar dare;G
dare;G-o-dard-o-.sad afsos .sad hazaar dare;G

1 v; M25
{1413}
dil jigar dono;N par jalaa))e daa;G
((ishq ne kyaa hame;N dikhaa))e daa;G

5 v; M12; on v.3 see {1650,3}
 
4 == diivaan-e chahaarum == f

{1414}
aaj hamaaraa sar phirtaa hai baate;N jitnii sab mauquuf
;harf-o-su;xan jo baa-yak-diigar rahte the so ab mauquuf

5 v; M01
{1415}
mai;N aage nah thaa diidah-e pur-aab se vaaqif
palke;N nah hu))ii thii;N mirii ;xuunaab se vaaqif

5 v; M7
{1416}
na:zar kyaa karuu;N us ke ghar kii :taraf
nigaahe;N hai;N merii na:zar kii :taraf

5 v; M23
 
4 == diivaan-e chahaarum == q

*{1417}
log bahut puuchhaa karte hai;N kyaa kahye myaa;N kyaa hai ((ishq
kuchh kahte hai;N sirr il;aahii kuchh kahte hai;N ;xudaa hai ((ishq

5 v; M01; 1, 2, 5
{1418}
dil kaa mu:taali((ah kar ay aakah-e ;haqaa))iq
hai;N fann-e ((ishq ke bhii mushkil bahut daqaa))iq

5 v; M4
*{1419}
nazdiik ((aashiqo;N ke zamii;N hai qaraar-e ((ishq
aur aasmaa;N ;Gubaar-e sar-e rah-gu;zaar-e ((ishq

5 v; M5; 1, 3, 5
 
4 == diivaan-e chahaarum == k

*{1420}
va;hshat thii hame;N bhii vuhii ghar-baar se ab tak
sar maare hai;N apne dar-o-diivaar se ab tak

7 v; M7; 7
*{1421}
rahaa phuul saa yaar nuz'hat se ab tak
nah aisaa khilaa gul nazaakat se ab tak
9 v; M22; 1, 2, 9
 
4 == diivaan-e chahaarum == g

{1422}
us rang se jo zard zabuu;N zaar hai;N ham log
dil ke mara.z-e ((ishq se biimaar hai;N ham log

11 v; M7
{1423}
kyaa chale jaate hai;N jahaan se log
magar aa))e the mehmaan se log

8 v; M12
 
4 == diivaan-e chahaarum == l

{1424}
bulbul ne kal kahaa kih bahut ham ne khaa))e gul
lekin hazaar ;haif nah ;Thahrii havaa-e gul
5 v; M5; on v.1 see {1163,13}
{1425}
((ishq kii cho;Te;N pai dar pai jo u;Thaa))ii ga))ii;N ghaa))il hai dil
yuu;N be-dam hai lab pahluu me;N juu;N .said-e bismil hai dil

7 v; M01