#
First verse of the ghazal
Notes
 
 
{1451}
;Gazal miir kii kab pa;Rhaa))ii nahii;N
kih ;haalat mujhe ;Gash kii aa))ii nahii;N
9 v; M23; on v.2 see {121,7}
{1452}
dil kii laag burii hai hotii chunge bhale mar jaate hai;N
aap me;N ham se be-;xvud-o-raftah phir phir bhii kyaa aate hai;N

3 v; M01
{1453}
dil kii kuchh taq.siir nahii;N hai aa;Nkhe;N us se lag pa;Riyaa;N
maar rakhaa so un ne mujh ko kis :zaalim se jaa la;Riyaa;N

5 v; M01
{1454}
bhalaa hu))aa kih dil-e mu.z:tarab me;N taab nahii;N
bahut hii ;haal buraa hai ab i.z:tiraab nahii;N

7 v; M25
{1455}
ham ko kahne ke ta))ii;N bazm me;N jaa dete hai;N
bai;Thne paate nahii;N ham kih u;Thaa dete hai;N

9 v; M13; on v.4 see {1160,4}
{1456}
jii maaraa betaabii-e dil ne ab kuchh achchhaa ;Dhang nahii;N
rang :tapiidan kii sho;xii se mu;Nh par mere rang nahii;N
5 v; M01
*{1457}
vuh nahii;N ab kih farebo;N se lagaa lete hai;N
ham jo dekhe;N hai;N to ve aa;Nkh chhupaa lete hai;N

7 v; M13; 1, 2, 3, 5
{1458}
thake chaarah-juu))ii se ab kyaa kare;N
kaho tum so dil kaa mudaavaa kare;N

9 v; M23; on v.4 see {1746,8}; on v.6 see {1037,7}
*{1459}
hijr me;N rotaa huu;N har shab mai;N to us .suurat se yaa;N
ve andherii me;Nh barse juu;N kabhuu shiddat se yaa;N

9 v; M10; 9; on v.3 see {299,4}
*{1460}
daa;G-e firaaq se kyaa puuchho ho aag lagaa))ii siine me;N
chhaatii se vuh mah nah lagaa ;Tuk aa kar us bhii mahiine me;N

7 v; M01; 1, 3, 6
{1461}
ab havas-naak hii mardum hai;N tire yaaro;N me;N
ham jo ((aashiq hai;N so ;Thahre hai;N gunah-gaaro;N me;N

5 v; M13; on v.2 see {371,1}; on v.5 see {95,6}
{1462}
((alam-e ((ilm me;N ek the ham ve ;haif hai un ko gyaan nahii;N
ab kahte hai;N ;xalla:t kaisaa jaan nahii;N pahchaan nahii;N

9 v; M01; on v.3 see {885,5}; on v.9 see {336,2}
*{1463}
yuu;N naa-kaam rahe;Nge kab tak jii me;N hai ik kaam kare;N
rusvaa ho kar maare jaave;N us ko bhii bad-naam kare;N

7 v; M01; 1
{1464}
phiraa mai;N .suurat-e a;hvaal har yak ko dikhaataa yaa;N
muravvat qa;ht hai aa;Nkhe;N nahii;N ko))ii milaataa yaa;N

3 v; M20; on v.2 see {1638,4}
{1465}
kis se mushaabah kahye us ko maah me;N vaisaa nuur nahii;N
kyuu;N-kar kahye bihishtii ruu hai us ;xuubii se ;huur nahii;N

7 v; M01
{1466}
kyaa kyaa jhamak ga))e hai;N ru;xsaar-e yaar dono;N
rah rah ga))e mah-o-;xvur aa))iinah-vaar dono;N

9 v; M4
 
4 == diivaan-e chahaarum == v
{1467}
detii hai :taul bulbul kyaa sozish-e fu;Gaa;N ko
ik naalah ;hau.sle se bas hai vidaa(( jaa;N ko

7 v; M4
{1468}
nahii;N hai taab tunuk tum bhii mat ((itaab karo
nah garm ho ke bahut aag ho ke aab karo

7 v; M25
*{1469}
vuh gul saa ruu saraahuu;N yaa pech-daar muu ko
narmii bhii kaash detaa ;xaaliq ;Tuk us kii ;xuu ko

5 v; M4; 3
{1470}
((ajab gar terii .suurat kaa nah ko))ii yaar ((aashiq ho
jo .sa;hn-e ;xaanah me;N to ho dar-o-diivaar-e ((aashiq ho

9 v; M20; on v.3 see {1590,10}; on v.8 see {490,2}; on v.8 see {1477,3}; on v.8 see {1496,4}
*{1471}
tuu vuh nahii;N kisuu kaa tah-e dil yaar ho
yaa tujh ko dil-shikasto;N se i;xlaa.s pyaar ho

9 v; M5; 6; on v.7 see {1722,1}
{1472}
dil us ke muu se lag ke pareshaa;N hu))aa nah ho
us ruu kaa mi;sl-e aa))inah ;hairaa;N hu))aa nah ho

5 v; M5
{1473}
kyaa karuu;N mai;N .sabr-e kam ko aur ranj-e besh ko
zahr deve;N kaash-ke a;hbaab is darvesh ko

5 v; M10
{1474}
naaz kii ko))ii yih bhii ;Thasak hai jii kaahe ko ka;Rhaate ho
aate ho tamkiin se aise jaise kahii;N ko jaate ho

7 v; M01; on v.3 see {1706,6}
{1475}
aaj hamaaraa sar dukhtaa hai .sandal kaa bhii naam nah lo
rang us kaa kahii;N yaad nah de zinhaar us se kuchh kaam nah lo

3 v; M01