# |
FIRST VERSE OF GHAZAL |
COMMENTS |
| |
== back to
{1601} - {1625} == |
|
{1626} |
kab se aane kahte
hai;N tashriif nahii;N laate hai;N hanuuz aa;Nkhe;N mundii;N ab jaa chuke ham ve dekho to aate hai;N hanuuz |
5 v; M01; all five verses |
{1627} |
kab se qaidii hai;N
pah hai naalish-e bisyaar hanuuz dil bahaaraan-e chaman kaa hai giriftaar hanuuz |
5 v; M13 |
{1628} |
sar-kash hai tund-;xuu
hai ((ajab hai zabaa;N-daraaz aatish kaa aisaa laa))i;hah kab hai zabaa;N-daraaz |
2 v; M5 |
|
5 == diivaan-e
panjum == s |
||
{1629} |
yaar ham se judaa
hu))aa afsos nah judaa ho ke phir milaa afsos |
9 v; M12 |
{1630} |
ko))ii din karye
ma((iishat jaa kisuu kaamil ke paas naaqi.so;N me;N rahye kyaa rahye to .saa;hib dil ke paas |
7 v; M10 |
{1631} |
.sad paarah galaa
teraa hai kar .zab:t-e nafas bas suntaa nahii;N us qaafile me;N ko))ii jaras bas |
5 v; M7 |
{1632} |
aa;Nkh khulte ga))ii
bahaar afsos gul ko dekhaa bhii nah hazaar afsos |
9 v; M12 |
{1633} |
kyaa kyaa tum ne
ham se kahaa thaa kuchh nah kiyaa afsos afsos kyaa kyaa ka;Rhaayaa jii se maaraa lohuu piyaa afsos afsos |
4 v; M01 |
|
5 == diivaan-e
panjum == sh |
||
{1634} |
rakhte rahi buto;N
se mihr-o-vafaa kii ;xvaahish us aarzuu ne maaraa yih bhii ;xudaa kii ;xvaahish |
7 v; M4 |
{1635} |
ranj-o-;Gam aa))e
beshtar dar-pesh raah-e raftan hai ab magar dar-pesh |
5 v; M12 |
{1636} |
karkare;N hai;N
lajjo;N la:tmo;N ke da;Re;Re sab ke gosh bekaraa;N daryaa-e ;Gam ke hai;N balaa josh-o-;xarosh |
5 v; M10 |
{1637} |
idhar aataa bhii
vuh savaar ay kaash us kaa ho jaataa dil shikaar ay kaash |
7 v; M12 |
{1638} |
;Gu.s.se me;N naa;xuno;N
ne mire kii hai kyaa talaash talvaar kaa saa ghaa))o hai jub'he kaa har ;xaraash |
5 v; M5; 1, 2, 4 |
|
5 == diivaan-e
panjum == .s |
||
{1639} |
shaa((irii shevah
hai shi((aar i;xlaa.s diin-o-ma;zhab miraa hai pyaar i;xlaa.s |
3 v; M12 |
|
5 == diivaan-e
panjum == .z |
||
{1640} |
((aalam ((alam
se us ((aalam me;N har la;h:zah :taarii hai fai.z hai ma((luum kih ((aalam ((aalam phir yaa;N vuh jaarii hai fai.z |
2 v; M01 |
|
5 == diivaan-e
panjum == :t |
||
{1641} |
jis ko hu))aa hai
us sanam-e be-vafaa se rab:t us ko ;xudaa hii hove to ho kuchh ;xudaa se rab:t |
5 v; M5 |
{1642} |
((ishq ko Jur((at-o-jigar
hai shar:t zardii-e rang-o-chashm-e tar haishar:t |
7 v; M12 |
{1643} |
rakhtaa hai mere
dil se tumhaaraa ;Gam i;xtilaa:t har lam;hah la;h:zah aan-o-zamaa;N har dam i;xtilaa:t |
3 v; M5 |
|
5 == diivaan-e
panjum == :z |
||
{1644} |
lu:tf javaanii
ke saath ga))e piirii ne kiyaa hai kyaa ma;h:zuu:z kyuu;N kih ji))e;N yaa rab ;hairat hai be-mazah aise naa-ma;h:zuu:z |
3 v; M01 |
|
5 == diivaan-e
panjum == (( |
||
{1645} |
liye daa;G sar
par jo aa))ii thii sham((a sa;har tak sab un ne hii khaa))ii thii sham((a |
7 v; M23 |
{1646} |
kyaa jhamkaa faanoos
me;N apnaa dikhlaatii hai duur se sham((a vuh mu;Nh ;Tuk uudhar nahii;N kartaa daa;G hai us ke ;Guruur se sham((a |
4 v; M01; 1, 3, 4 |
{1647} |
aatii hai majlis
me;N to faanuus me;N aatii hai sham((a vuh saraapaa dekh kar parde me;N jal jaatii hai sham((a |
1 v; M10 |
|
5 == diivaan-e
panjum == ;G |
||
{1648} |
;Gam khi;Nchaa
raa))egaa;N dare;G dare;G ham hu))e ;xastah-;haal dare;G dare;G |
7 v; M12 |
{1649} |
ham ko shahr se
us mah ke hai ((azm-e raah dare;G dare;G yih ;harkat to ham nah kare;Nge ;xaanah-siyaah dare;G dare;G |
5 f; M01 |
{1650} |
kyaa kahye miyaa;N
ab kii junuu;N me;N siinah apnaa yaksar daa;G haath gulo;N se gul-daste hai;N sham((a nama:t hai sar par daa;G |
5 v; M01; 1, 2, 3, 5 |
== on to
{1651} - {1675} == |