#
First verse of the ghazal
Notes
 
 
{1701}
tadbiir ko))ii bataave jo aap ko sa;Nbhaale;N
jiine kii apne ham bhii ko))ii :tara;h nikaale;N

9 v; M4
{1702}
mai-kashii .sub;h-o-shaam kartaa huu;N
faaqah-mastii mudaam kartaa huu;N

3 v; M12
{1703}
milne ke din jab yaad aate hai;N sudh-budh bhuule jaate hai;N
be-;xvud ho jaate hai;N ham to der ba-;xvud phir aate hai;N

1 v; M01
 
5 == diivaan-e panjum == v
{1704}
dil khultaa hai vaa;N .su;hbat-e rindaanah jahaa;N ho
mai;N ;xvush huu;N usii shahr se mai-;xaanah jahaa;N ho

7 v; M7
{1705}
apne ;husn-e raftanii par aaj mat ma;Gruur ho
paas to hai jis ke ve hii kal kahe;Nge duur ho

5 v; M10; on v.3 see {23,4}
*{1706}
((aashiq ho to apne ta))ii;N diivaanah sab me;N jaate raho
chakkar maaro jaise bagolaa ;xaak u;Raate aate raho

7 v; M01; 1, 5, 6, 7; on v.4 see {1650,2}
{1707}
kiyaa far;z-e hastii kii ru;x.sat hai mujh ko
kahii;N apne rone se fur.sat hai mujh ko

7 v; M22
{1708}
kiyaa ;Gairat se dil par tang ranj-o-;Gam ne dunyaa ko
bas ab to khul ga))ii;N hai;N aa;Nkhe;N dekhaa ham ne dunyaa ko

5v; M20
{1709}
kyaa kuchh ham se .zid hai tum ko baat hamaarii u;Raa do ho
lag pa;Rte hai;N ham tum se to tum auro;N ko lagaa do ho

10 v; M01
{1710}
kahte nah the ham tum se dil haath se mat diijo
mat khaa))iyo ;Gam apnaa apnaa nah lahuu piijo

5 v; M6
{1711}
baat kahuu;N kyaa chupke chupke dekho ho aa))iine ko
dekhte ho to dekho hamaare jalte tave se siine ko

5 v; M01
*{1712}
.suufiyaa;N ;xam vaa hu))e hai;N haa))e aa;Nkhe;N vaa karo
abr aayaa zor-e ;Gairat tum bhii ;Tuk paidaa karo

5 v; M10; 5
{1713}
mausam-e gul aayaa hai yaaro kuchh merii tadbiir karo
ya((nii saayah-e sarv-o-gul me;N ab mujh ko zanjiir karo

8 v; M01; on v.8 see {1230,1}
*{1714}
kyuu;Nkar mujh ko naamah nima:t har ;harf pah pech-o-taab nah ho
sau sau qaa.sid jaan se jaave;N yak ko udhar se javaab nah ho

11 v; M01; 1, 4, 6, 8, 9
{1715}
tum ko ham se laag lagii hai rote hai;N to ha;Nste ho
ham ne kamar ko khol rakhaa hai apnii kamar tum kaste ho

5 v; M01
{1716}
raahe;N ruke par us se mulaaqaat ho to ho
;xaamosh un labo;N se ko))ii baat ho to ho

7 v; M5; on v.5 see {1706,6}
{1717}
mizhah vaa karo tumhe;N ;Gash hai kyaa kabhuu ;haal par bhii na:zar karo
yihii ;haal hameshah rahaa kiyaa to ma))aal par bhii na:zar karo

3 v; M28; v.1, 2nd line has word-grafting of ;haal hameshah
 
5 == diivaan-e panjum == h
{1718}
haa))e sitam naa-chaar ma((iishat karne pa;Rii har ;xaar ke saath
jaan ((aziiz ga))ii hotii kaash ab kii saal bahaar ke saath

9 v; M01
*{1719}
ab kuchh maze par aayaa shaayad vuh sho;x diidah
aab us ke post me;N hai juu;N mevah-e rasiidah

11 v; M4; 1, 3, 8
{1720}
ham jaante to ((ishq nah karte kisuu ke saath
le jaate dil ko ;xaak me;N us aarzuu ke saath

8 v; M5; on v.5 see {267,3}
{1721}
jaan chalii jaatii hai hamaarii us kii or na:zar ke saath
ya((nii chashm-e shauq lagii rahtii hai shigaaf-e dar ke saath

5 v; M01
*{1722}
gul gul shiguftah mai se hu))aa hai nigaar dekh
yak jar((ah hamdam aur pilaa phir bahaar dekh

7 v; M5; 1, 5, 6
*{1723}
bandah hai yaa ;xudaa nahii;N us dil-rubaa ke saath
dair-o-;haram me;N ho kahii;N ho hai ;xudaa ke saath
7 v; M5; 1, 6, 7
{1724}
((izz-o-viqaar kyaa hai kisuu ;xvud-numaa ke haath
hai aabru faqiir kii shaah-e valaa ke haath
5 v; M5; on v.3 see {1723,7}
 
5 == diivaan-e panjum == e , ii
*{1725}
raat ko thaa ka((be me;N mai;N bhii shai;x-e ;haram se la;Raa))ii hu))ii
sa;xt kaduurat biich me;N aa))ii .sub;h tak nah .safaa))ii hu))ii

15 v; M01; 3, 6