#
First verse of the ghazal
Notes
 
 
{1726}
aa;Nkho;N kii :taraf gosh kii dar-pardah na:zar hai
kuch yaar ke aane kii magar garm ;xabar hai

13 v; M7; on v.3 see {1206,9}; on v.3 see {1800,4}
{1727}
kyaa ;xaanah-;xaraabii kaa hame;N ;xauf-o-;xa:tar hai
ghar hai kisuu goshe me;N to mak;Rii kaa saa ghar hai

10 v; M7
{1728}
kyaa kahye kuchh ban nahii;N aatii jangal jangal ho aa))e
chhaa;Nhah me;N jaa ke babuulo;N kii ham ((ishq-o-junuu;N ko ro aa))e

7 v; M01; on v.6 see {1219,3}
{1729}
juu;N abr be-kasaanah rote u;The hai;N ghar se
barse hai ((ishq apne diivaar aur dar se

11 v; M4; on v.1 see {1283,3}
{1730}
bas kih hai girduun dol-parvardanii
hove paivand-e zamii;N yih raftanii

5 v; M11
{1731}
basaan-e barq vuh jhamke dikhaave
vale dil shar:t hai jo taab laave

9 v; M21
{1732}
kyaa ;xa:t likhuu;N mai;N rone se fur.sat nahii;N rahii
likhtaa huu;N to phire hai kitaabat bahii bahii

5 v; M5
{1733}
nah bak shai;x utnaa bhii vaahii tabaahii
kahaa;N ra;hmat-e ;haq kahaa;N be-gunaahii
3 v; M22; on v.2 see {1102,5}; on v.2 see {1426,1}
{1734}
udhar mu:trib kaa ((uudii rang kab :tannaaz aataa hai
((ajab hai;N log jo kahte hai;N vuh naa-saaz aataa hai

7 v; M20; on v.6 see {121,7}
{1735}
us ke rang chaman me;N shaayad aur khilaa hai phuul ko))ii
shor-e :tayuur u;Thtaa hai aisaa jaise u;The hai buul ko))ii

7 v; M01; on v.1 see {1595,1}
*{1736}
pattaa pattaa buu;Taa buu;Taa ;haal hamaaraa jaane hai
jaane nah jaane gul hii nah jaane baa;G to saaraa jaane hai

11 v; M01; 1
{1737}
jab jal ga))e tab un ne kiine kii adaa kii hai
chaal aisii chalaa jis par talvaar chalaa kii hai

9 v; M6
{1738}
milo in dino;N ham se ik raat jaanii
kahaa;N ham kahaa;N tum kahaa;N phir javaanii

5 v; M22
{1739}
be us ke tere ;haq me;N ko))ii kyaa du((aa kare
((aashiq kahii;N shitaab to hove ;xudaa kare

5 v; M5; on v.5 see {292,7}
*{1740}
((aalam ((aalam ((ishq-o-junuu;N hai dunyaa dunyaa tuhmat hai
daryaa daryaa rotaa huu;N mai;N .sa;hraa .sa;hraa va;hshat hai

10 v; M01; 1, [9]
*{1741}
((ishq kiyaa so jaan chalii hai ulfat thii yaa kulfat thii
ko;Te ga))e hai;N sab i((.zaa yih mu;habbat thii yaa ma;hnat thii

5 v; M01; 3
*{1742}
yaarii kare jo chaaho kisuu se ;Gam hii ;Gam yaarii me;N hai
be-mauqa(( yaa;N aah-o-fu;Gaa;N hai be-a;sarii zaarii me;N hai

5 v; M01; 2; on v.4 see {1742,2}
{1743}
dil bhii bharaa rahtaa hai meraa jii bhii ra;Ndhaa kuchh jaataa hai
kyaa jaanuu;N mai;N ro))uu;Ngaa kaisaa daryaa cha;Rhtaa aataa hai

5 v; M01; on v.4 see {1050,5}
{1744}
us ma;Gruur ko kyaa hotaa hai ;haal-e shikastah dikhaa))e se
jis ko shub'h hove nah hargiz jii ke hamaare jaa))e se

8 v; M01
{1745}
gardish dilo;N kii kam nah hu))ii kuchh ka;Re hu))e
roze rakhe ;Gariibo;N ne to din ba;Re hu))e

7 v; M5
*{1746}
((ahd-e junuu;N hai mausam gul kaa aur shiguufah laayaa hai
abr-e bahaarii vaadii se u;Th kar aabaadii par aayaa hai

9 v; M01; 1, 7, 8, 9; on v.3 see {1526,2}; on v.5 see {291,5}
{1747}
dil kii laag burii hotii hai rah nah sake ;Tuk jaa))e bhii
aa))e bai;The u;Th bhii ga))e be-taab hu))e phir aa))e bhii

7 v; M01; on v.5 see {1746,9}
{1748}
ko))ii naam us kaa nah lo jabr hai
kih be-taab dil kii binaa .sabr hai

5 v; M23
{1749}
:zulm sahe hai;N daa;G hu))e hai;N ranj u;The hai;N dard khi;Nche
ab vuh dil me;N taab nahii;N jo lab tak aah-e sard khi;Nche

3 v; M01; on v.3 see {1506,5}
*{1750}
((ishq agar hai mard-e maidaa;N mard ko))ii ((ar.se me;N laa))e
yaksar un naa-mardo;N ko jo ek hii tak tak paa me;N u;Thaa))e

5 v; M01; 4