afsos kih dandaa;N kaa kiyaa rizq falak
ne
jin logo;N kii thii dar-;xvur-e ((aqd-e guhar angusht
kaafii hai nishaanii tiraa chhalle kaa
nah denaa
;xaalii mujhe dikhlaa ke bah vaqt-e safar angusht
likhtaa huu;N asad sozish-e dil se su;xan-e
garm
taa rakh nah sake ko))ii mire ;harf par angusht