gulshan me;N band-o-bast bah rang-e
digar hai aaj
qumrii kaa :tauq ;halqah-e bairuun-e dar hai aaj
aataa hai ek paarah-e dil har fi;Gaa;N
ke saath
taar-e nafas kamand-e shikaar-e a;sar hai aaj
ay ((aafiyat kinaarah kar ay inti:zaam
chal
sailaab-e giryah dar-pa-e diivaar-o-dar hai aaj