Tughluqabad

Tomb of Iltutmish, from the Berger Collection

 

Ghazal 103

1 divan verse (out of 8); rhyming elements: ar nahii;N
composed 1816; Arshi #99

{103,1}

ho ga))ii hai ;Gair kii shiirii;N-bayaanii kaar-gar
((ishq kaa us ko gumaa;N ham be-zabaano;N par nahii;N

Some unpublished verses from this ghazal:

{103,2x}

.zab:t se ma:tlab bah juz vaa-rastagii diigar nahii;N
daaman-e tim;saal aab-e aa))inah se tar nahii;N

{103,3x}

baa))i;s-e ii;zaa hai bar-ham-;xvurdan-e bazm-e suruur
la;xt la;xt-e shiishah-e bashkastah juz nashtar nahii;N

{103,4x}

dil ko i:zhaar-e su;xan andaaz-e fat;h al-baab hai
yaa;N .sariir-e ;xaamah ;Gair az-i.s:tikaak-e dar nahii;N