Tughluqabad

Qubbat ul-Islam Mosque, from the Berger Collection

 

Ghazal 104

2 divan verses (out of 8); rhyming elements: aane me;N
composed 1816; Arshi #90

{104,1}

qiyaamat hai kih sun lail;aa kaa dasht-e qais me;N aanaa
ta((ajjub se vuh bolaa yuu;N bhii hotaa hai zamaane me;N

{104,2}

dil-e naazuk pah us ke ra;hm aataa hai mujhe ;Gaalib
nah kar sar-garm us kaafir ko ulfat aazmaane me;N

Some unpublished verses from this ghazal:

{104,3x}

hu))ii yih be-;xvudii chashm-o-zabaa;N ko tere jalve se
kih :tuu:tii qufl-e zang-aaluudah hai aa))iinah-;xaane me;N

{104,4x}

tire kuuche me;N hai mashshaa:tah-e vaa-maa;Ndagii qaa.sid
par-e parvaaz zulf-e naaz hai hudhud ke shaane me;N