Tughluqabad

Itimad ud-Daulah's tomb, from the Berger Collection

 

Ghazal 118

4 divan verses (out of 5); rhyming elements: isht ko
composed 1855; Arshi #124

{118,1}

ka((be me;N jaa rahaa to nah do :ta((nah kyaa kahii;N
bhuulaa huu;N ;haqq-e .su;hbat-e ahl-e kunisht ko

{118,2}

:taa((at me;N taa rahe nah mai-o-angabii;N kii laag
doza;x me;N ;Daal do ko))ii le kar bihisht ko

{118,3}

huu;N mun;harif nah kyuu;N rah-o-rasm-e ;savaab se
;Te;Rhaa lagaa hai qa:t qalam-e sar-navisht ko

{118,4}

;Gaalib kuchh apnii sa((ii se lahnaa nahii;N mujhe
;xirman jale agar nah mala;x khaa))e kisht ko

The unpublished verse from this ghazal:

{118,5x}

aa))ii agar balaa to jagah se ;Tale nahii;N
iiraa hii de ke ham ne bachaayaa hai kisht ko