Tughluqabad

Itimad ud-Daulah's tomb, from the Berger Collection

 

Ghazal 122

2 divan verses (out of 2); rhyming elements: iir se nah ho
composed 1833; Arshi #120; Raza p. 278

{122,1}

vaa;N us ko haul-e dil hai to yaa;N mai;N huu;N sharm-saar
ya((nii yih merii aah kii taa;siir se nah ho

{122,2}

apne ko dekhtaa nahii;N ;zauq-e sitam ko dekh
aa))iinah taa kih diidah-e na;xchiir se nah ho