Agra Fort, from the Berger Collection
koh ke ho;N baar-e ;xaa:tir gar .sadaa ho jaa))iye be-takalluf ay sharaar-e jastah kyaa ho jaa))iye
bai.zah-aasaa nang-e baal-o-par hai yih kaj-e qafas az sar-e nau zindagii ho gar rihaa ho jaa))iye