Tughluqabad

Agra Fort, from the Berger Collection

 

Ghazal 221

3 divan verses (out of 6); rhyming elements: aak hai
composed 1816; Arshi #172

{221,1}

mastii bah .zauq-e ;Gaflat-e saaqii halaak hai
mauj-e sharaab yak mizhah-e ;xvaab-naak hai

{221,2}

juz za;xm-e te;G-e naaz nahii;N dil me;N aarzuu
jeb-e ;xayaal bhii tire haatho;N se chaak hai

{221,3}

josh-e junuu;N se kuchh na:zar aataa nahii;N asad
.sa;hraa hamaarii aa;Nkh me;N yak musht-e ;xaak hai

An unpublished verse from this ghazal:

{221,4x}

kulfat :tilism-e jalvah-e kaifiyat-e digar
zangaar-;xvurdah aa))inah yak barg-e taak hai