GHAZALS ENDING IN b THROUGH m

    *alphabetical index, by radiif and qaafiyah*


{049} phir hu))aa vaqt kih ho baal-kushaa mauj-e sharaab
de ba:t-e mai ko dil-o-dast-e shinaa mauj-e sharaab

{050} afsos kih dandaa;N kaa kiyaa rizq falak ne
jin logo;N kii thii dar;xvur-e ((aqd-e guhar angusht

{051} rahaa gar ko))ii taa qiyaamat salaamat
phir ik roz marnaa hai ;ha.zrat salaamat

{052} mu;Nd ga))ii;N kholte hii kholte aa;Nkhe;N ;Gaalib
yaar laa))e mirii baalii;N pah use par kis vaqt

{053} aamad-e ;xa:t se hu))aa hai sard jo baazaar-e dost
duud-e sham((a-e kushtah thaa shaayad ;xa:t-e ru;xsaar-e dost

{054} gulshan me;N band-o-bast bah rang-e digar hai aaj
qumrii kaa :tauq ;halqah-e beruun-e dar hai aaj

{055} lo ham marii.z-e ((ishq ke biimaar-daar hai;N
achchhaa agar nah ho to masii;haa kaa kyaa ((ilaaj

{056} nafas nah anjuman-e aarzuu se baahar khe;Nch
agar sharaab nahii;N inti:zaar-e saa;Gar khe;Nch

{057} ;husn ;Gamze kii kashaakash se chhu;Taa mere ba((d
baare aaraam se hai;N ahl-e jafaa mere ba((d

{058} balaa se hai;N jo bah pesh-e na:zar dar-o-diivaar
nigaah-e shauq ko hai;N baal-o-par dar-o-diivaar

{059} ghar jab banaa liyaa tire dar par kahe ba;Gair
jaanegaa ab bhii tuu nah miraa ghar kahe ba;Gair

{060} kyuu;N jal gayaa nah taab-e ru;x-e yaar dekh kar
jaltaa huu;N apnii :taaqat-e diidaar dekh kar

{061} laraztaa hai miraa dil za;hmat-e mihr-e dara;xshaa;N par
mai;N huu;N vuh qa:trah-e shabnam kih ho ;xaar-e bayaabaa;N par

{062} hai baskih har ik un ke ishaare me;N nishaa;N aur
karte hai;N mu;habbat to guzartaa hai gumaa;N aur

{063} .safaa-e ;hairat-e aa))iinah hai saamaan-e zang aa;xir
ta;Gayyur aab-e bar-jaa-maa;Ndah kaa paataa hai rang aa;xir

{064} junuu;N kii dast-giirii kis se ho gar ho nah ((uryaanii
garebaa;N-chaak kaa ;haq ho gayaa hai meri gardan par

{065} sitam-kash ma.sli;hat se huu;N kih ;xuubaa;N tujh par ((aashiq hai;N
takalluf bar-:taraf mil jaa))egaa tujh-saa raqiib aa;xir

{066} laazim thaa kih dekho miraa rastaa ko))ii din aur
tanhaa ga))e kyuu;N ab raho tanhaa ko))ii din aur

{067} faari;G mujhe nah jaan kih maanind-e .sub;h-o-mihr
hai daa;G-e ((ishq ziinat-e jeb-e kafan hanuuz

{068} ;hariif-e ma:tlab-e mushkil nahii;N fusuun-e niyaaz
du((aa qabuul ho yaa rab kih ((umr-e ;xizr daraaz

{069} vus((at-a sa((ii-e karam dekh kih sar-taa-sar-e ;xaak
guzre hai aabilah-paa abr-e guhar-baar hanuuz

{070} kyuu;Nkar us but se rakhuu;N jaan ((aziiz
kyaa nahii;N hai mujhe iimaan ((aziiz

{071} nah gul-e na;Gmah huu;N nah pardah-e saaz
mai;N huu;N apnii shikast kii aavaaz

{072} muzhdah ai ;zauq-e asiirii kih na:zar aataa hai
daam-e ;xaalii qafas-e mur;G-e giriftaar ke paas

{073} nah leve gar ;xas-e jauhar :taraavat sabzah-e ;xa:t se
lagaave ;xaanah-e aa))iinah me;N ruu-e nigaar aatish

{074} jaadah-e rah ;xvur ko vaqt-e shaam hai taar-e shu((aa((
char;x vaa kartaa hai maah-e nau se aa;Gosh-e vidaa((

{075} ru;x-e nigaar se hai soz-e jaavidaanii-e sham((a
hu))ii hai aatish-e gul aab-e zindagaanii-e sham((a

{076} biim-e raqiib se nahii;N karte vidaa((-e hosh
majbuur yaa;N talak hu))e ai i;xtiyaar ;haif

{077} za;xm par chhi;Rke;N kahaa;N :tiflaan-e be-parvaa namak
kyaa mazah hotaa agar patthar me;N bhii hotaa namak

{078} aah ko chaahiye ik ((umr a;sar hote tak
kaun jiitaa hai tire zulf ke sar hote tak

{079} gar tujh ko hai yaqiin-e ijaabat du((aa nah maa;Ng
ya((nii ba;Gair-e yak dil-e be-mudda((aa nah maa;Ng

{080} hai kis qadar halaak-e fareb-e vafaa-e gul
bulbul ke kaarobaar pah hai;N ;xandah'haa-e gul

{081} ;Gam nahii;N hotaa hai aazaado;N ko besh az yak nafas
barq se karte hai;N raushan sham((-e maatam-;xaanah ham

{082} ba-naalah ;haa.sil-e dil-bastagii faraaham kar
ma:taa((-e ;xaanah-e zanjiir juz .sadaa ma((luum

{083} mujh ko diyaar-e ;Gair me;N maaraa va:tan se duur
rakh lii mire ;xudaa ne mirii bekasii kii sharm

 
CONTINUE through the traditional sequence of ghazals...


 
 Ghalib index pageghazal index pagesitemap —