Tughluqabad

Agra Fort, from the Berger Collection

 

Ghazal 179

4 divan verses (out of 4); rhyming elements: ye hote
composed after 1847; Arshi #222

{179,1}

mai;N u;Nhe;N chhe;Ruu;N aur kuchh nah kahe;N
chal nikalte jo mai piye hote

{179,2}

qahr ho yaa balaa ho jo kuchh ho
kaash-ke tum mire liye hote

{179,3}

merii qismat me;N ;Gam gar itnaa thaa
dil bhii yaa rab ka))ii diye hote

{179,4}

aa hii jaataa vuh raah par ;Gaalib
ko))ii din aur bhii jiye hote