Tughluqabad

Agra Fort, from the Berger Collection

 

Ghazal 133

4 divan verses (out of 7); rhyming elements: abo;N se
composed 1821; Arshi #131

{133,1}

hai bazm-e butaa;N me;N su;xan aazurdah labo;N se
tang aa))e hai;N ham aise ;xvushaamad-:talabo;N se

{133,2}

hai daur-e qada;h vaj'h-e pareshaanii-e .sahbaa
yak-baar lagaa do ;xum-e mai mere labo;N se

{133,3}

rindaan-e dar-e mai-kadah gustaa;x hai;N zaahid
zinhaar nah honaa :taraf un be-adabo;N se

{133,4}

bedaad-e vafaa dekh kih jaatii rahii aa;xir
har-chand mirii jaan ko thaa rab:t labo;N se

An unpublished verse from this ghazal:

{133,5x}

mat puuchh asad ;Gu.s.sah-e kam-fur.satii-e ziist
do din bhii jo kaa;Te to qiyaamat ta((abo;N se