Tughluqabad

Agra Fort, from the Berger Collection

 

Ghazal 198

3 divan verses (out of 3); rhyming elements: aa nahii;N karte
composed after 1838; Arshi #209

{198,1}

ham rashk ko apne bhii gavaaraa nahii;N karte
marte hai;N vale un kii tamannaa nahii;N karte

{198,2}

dar pardah u;Nhe;N ;Gair se hai rab:t-e nihaanii
:zaahir kaa yih pardah hai kih pardaa nahii;N karte

{198,3}

yih baa((i;s-e naumiidii-e arbaab-e havas hai
;Gaalib ko buraa kahte ho achchhaa nahii;N karte