ghazal
{344}

 
 

*{344,1}

tujhe bhii yaar apnaa yuu;N to ham har baar kahte hai;N
vale kam hai;N bahut ve log jin ko yaar kahte hai;N

 

*{344,5}

mu((aa;z-all;aah da;xl-e kufr ho islaam me;N kyuu;N hii
;Gala:t aur puuch naa-ma((quul ba((.ze yaar kahte hai;N

*{344,6}

((alam ko kab hai vaj'h-e tasmiyah laazim samajh dekho
sulaimaanii me;N kyaa zunnaar hai zunnaar kahte hai;N

 

*{344,8}

((ajab hote hai;N shaa((ir bhii mai;N is firqe kaa ((aashiq huu;N
kih be-dha;Rke bharii majlis me;N yih asraar kahte hai;N