ghazal
{923}

 
 

*{923,1}

;xudaa kare kih buto;N se nah aashnaa))ii ho
kih phir muu))e hii bane hai agar judaa))ii ho

*{923,2}

badan-numaa hai har aa))iinah lau;h-e turbat kaa
na:zar jise ho use ;xaak ;xvud-numaa))ii ho

 

*{923,5}

hamaarii chaah nah yuusuf hii par hai kuchh mauquuf
nahii;N hai vuh to ko))ii aur us kaa bhaa))ii ho

*{923,6}

galii me;N us kii rahaa jaa ke jo ko))ii so rahaa
vuhii to jaave hai vaa;N jis kisuu kii aa))ii ho