#
First verse of the ghazal
Notes
 
 
{951}
pa;Tah-baazii se char;x-e girdaa;N kii
sar hamaare hai;N gavve maidaa;N kii

7 v; M12
*{952}
rakkhaa gunah vafaa kaa taq.siir kyaa nikaalii
maaraa ;xaraab kar kar ta((ziir kyaa nikaalii

7 v; M4; 6
{953}
jii rashk se ga))e jo udhar ko .sabaa chalii
kyaa kahye aaj .sub;h ((ajab kuchh havaa chalii

5 v; M5; on v.2 see {1001,9}
{954}
aaj kuchh be-;hijaab hai vuh bhii
kyaa hii mast-e sharaab hai vuh bhii

7 v; M12
{955}
duzdiidah nigah karnaa phir aa;Nkh milaanaa bhii
us luu;Tte daaman ko paas aa ke u;Thaanaa bhii

5 v; M6; on v.5 see {1626,3}
*{956}
yaar bin tal;x zindagaanii thii
dostii mudda((ii-e jaanii thii

11 v; M12; 4; on v.11 see {1501,6}
*{957}
vuh raabi:tah nahii;N vuh mu;habbat nahii;N rahii
us be-vafaa ko ham se kuchh ulfat nahii;N rahii

7 v; M5; 7
*{958}
((ishq me;N ;zillat hu))ii ;xiffat hu))ii tuhmat hu))ii
aa;xir aa;xir jaan dii yaaro;N ne yih .su;hbat hu))ii

16 v; M10; 1, 2, 10, 14, 16; on v.11 see {1219,7}; on v.15 see {930,1}
{959}
quut ko piiraanah sar dillii me;N ;hairaanii hu))ii
ab ke jo aa))e safar se ;xuub mihmaanii hu))ii

13 v; M10; on v.4 see {949,8}
{960}
buto;N se aa;Nkh kyuu;N mai;N ne la;Raa))ii
:taraf hai mujh se ab saarii ;xudaa))ii

11 v; M21; on v.7 see {435,2}
{961}
mu:trib se ;Gazal miir kii kal mai;N ne pa;Rhaa))ii
all;aah re a;sar sab ke ta))ii;N raftagii aa))ii

13 v; M7; on vs. 1-3 see {930,1}; on vs. 1-3 see {1264,5}; on v.6 see {1161,2}; on v.6 see {1506,1}; on v.6 see {1638,2}; on v.6 see {1785,2}
{962}
tujh kane bai;The gha;Taa jaataa hai jii
kaahishe;N kyaa kyaa u;Thaa jaataa hai jii

11 v; M11; on v.3 see {1750,4}
{963}
mutaa((-e dil us ((ishq ne sab jalaa dii
ko))ii din hii me;N ;xaak sii yaa;N u;Raa dii
10 v; M22
 
2 == diivaan-e duvvum == e
{964}
.sub;h se ko))ii aah kar liije
aasmaa;N ko siyaah kar liije

3 v; M12
{965}
yak mizhah ai dam-e aa;xir mujhe fur.sat diije
chashm-e biimaar ke dekh aane kii ru;x.sat diije

6 v; M13
{966}
gar naaz se vuh sar par le te;G aa nah pahu;Nche
manzil ko ((aashiq apne maq.sad kii jaa nah pahu;Nche

7 v; M4
{967}
ik shor ho rahaa hai ;xuu;N-rezii me;N hamaare
;hairat se ham to chup hai;N kuchh tum bhii bolo pyaare

11 v; M4
{968}
miir ek dam nah us bin tuu to jiyaa piyaare
kyaa kah'h ke tujh ko rove;N yih kyaa kiyaa piyaare

5 v; M4
{969}
sair kii ham ne har kahii;N pyaare
phir jo dekhaa to kuchh nahii;N pyaare

5 v; M12
{970}
asiir-e zulf kare qaidii-e kamand kare
pasand us kii hai vuh jis :tara;h pasand kare

9 v; M25
{971}
aah rokuu;N jaane vaale kis :tara;h ghar ke tire
gaa;R deve;N kaash mujh ko biich me;N dar ke tire
11 v; M10
{972}
mat sahl samjho aise hai;N ham kyaa vare dhare
:zaahir to paas bai;The hai;N par hai;N bahut pare

7 v; M5; on v.2 see {292,7}
*{973}
buu kiye kumhlaa))e jaate ho nazaakat haa))e re
haath lagte maile hote ho la:taafat haa))e re

7 v; M10; 1; on v.7 see {584,3}
{974}
vuhii shorish muu))e par bhii hai ab tak saath yaa;N mere
humaa ke aashiyaane me;N jale;N hai;N usta;xvaa;N mere

11 v; M20; on v.5 see {1219,7}
{975}
bahaar aa))ii hai ;Gunche gul ke nikle hai;N gulaabii se
nihaal-e sabz jhuume hai;N gulistaa;N me;N sharaabii se

7 v; M20