#
First verse of the ghazal
Notes
 
 
{1251}
kyaa kare;N niichii na:zar karne se ;Gu.s.sah khaa))e vuh
aur majlis me;N jo rahye dekh to sharmaa))e vuh

7 v; M10; on v.7 see {1719,1}
 
3 == diivaan-e suvvum == e , ii
*{1252}
tadbiir ;Gam-e dil kii bastii me;N nah ;Thahraa))ii
jangal me;N nikal aa))e kuchh vaa;N bhii nah ban aa))ii

9 v; M6; 4
{1253}
shor kiyaa jo us kii galii me;N raat ko hai;N sab jaan ga))e
aah-o-fu;Gaa;N ke :taur se mere log mujhe pahchaan ga))e

7 v; M01
*{1254}
soz-e daruu;N se aag lagii hai saare badan me;N tab sii hai
:taaqat dil kii tamaam hu))ii hai jii kii chaal ku;Dhab sii hai

7 v; M01; 7
{1255}
kaise na;hs dino;N me;N yaa rab mai;N ne us se mu;habbat kii
dhuum rahii hai sar par mere ranj-o-((itaab-o-kulfat kii

11 v; M01; on v.9 see {957,7}
*{1256}
kaise naaz-o-taba;xtur se ham apne yaar ko dekhaa hai
nau gul jaise jalvah kare us rashk-e bahaar ko dekhaa hai

7 v; M01; 1, 5, 6
{1257}
naaz-o-adaa ke saath vuh dil-bar shakiil hai
ta.sviir chii;N kii ruubaruu us ke ;zaliil hai
11 v; M5
{1258}
barso;N gu;zre hai;N mile kab ta))ii;N yuu;N pyaar rahe
duur se dekh liyaa us ko to jii maar rahe

5 v; M13; on v.5 see {1112,3}
{1259}
ab tak to nabhii achchhii ab dekhiye piirii hai
sab logo;N me;N hai;N laage;N yaa;N ma;h.z faqiirii hai

7 v; M6
{1260}
soz-e daruu;N ne aa;xir jii hii khapaa diyaa hai
;Than;Daa dil ab hai aisaa jaise bujhaa diyaa hai

15 v; M4
{1261}
ham chaman me;N ga))e the vaa nah hu))e
nik'hat-e gul se aashnaa nah hu))e

5 v; M12; on v.2 see {481,4}
*{1262}
dekhiye kyaa ho saa;Njh talak a;hvaal hamaaraa abtar hai
dil apnaa to bujhaa saa diyaa hai jaan chiraa;G-e mu.z:tar hai

6 v; M01; 6
{1263}
aashob-e chashm-e chashmah-zaa ab koh-o-.sa;hraa par bhii hai
:tuufaan saa shahro;N me;N hai ik shor daryaa par bhii hai

5 v; M3; on v.5 see {957,7}
*{1264}
aa;Nkho;N se raah-e ((ishq kii ham juu;N nigah ga))e
aa;xir ko rote rote pareshaa;N ho bah'h ga))e

5 v; M5; 1, 2, 5
{1265}
mir kyuu;N rahte hai;N ak;sar an-mane
kar nahii;N bantii kisuu se jo bane

5 v; M11
{1266}
ham pah rahte ho kyaa kamar kaste
achchhe hote nahii;N jigar ;xaste
7 v; M12; on v.5 see {1536,5}
{1267}
sab sharm-e jabiin-e yaar se paanii hai
har-chand kih gul shiguftah-peshaanii hai
7 v; ruba'i meter; on v.1 see {1501,5}
{1268}
jii ke lagne kii miir kuchh kah'h bhii
hai vuhii baat jis me;N ho tah bhii
7 v; M12
{1269}
kahii;N aag aah-e sozindah nah chhaatii me;N lagaa deve
;xabar hote hii hote dil jigar dono;N jalaa deve

7 v; M20; on v.7 see {1031,8}
{1270}
tiir jo;Re vuh maah aataa hai
ham ko yih tiir-maah jaataa hai

7 v; M12
{1271}
shaa))istah-e ;Gam-o-sitam-e yaar ham hu))e
((aashiq kahaa;N hu))e kih gunah-gaar ham hu))e

7 v; M5; on v.3 see {897,7}
{1272}
kahii mai;N un labo;N kii jaa;N-fizaa))ii
yih baat ik be-;xvudii me;N mu;Nh par aa))ii

12 v; M21; on v.9 see {120,2}
{1273}
huu;N ;xaak-e paa jo us kii har ko))ii sar cha;Rhaave
mu;Nh phere vuh to ham ko phir kaun mu;Nh lagaave

9 v; M4
{1274}
bahaar aa))ii nikaalo mat mujhe ab ke gulistaa;N se
miraa daaman bane to baa;Ndh do gul ke garebaa;N se
7 v; M20
{1275}
barso;N tak jii ko maar maar rahe
raat din ham umiid-vaar rahe

7 v; M12