#
First verse of the ghazal
Notes
 
 
*{1226}
aarsii us ke saamne dhar lo
kab hai vaisii muvaajihah kar lo

5 v; M12; 5; on v.4 see {1230,1}
{1227}
khe;Nchnaa ranj-o-ta((ab kaa dostaa;N ((aadat karo
tab kisii naa-aashnaa-e mihr se ulfat karo

7 v; M10; on v.4 see {910,4}
{1228}
bahr-e firdaus ho aadam ko alam kaahe ko
vaqf-e aulaad hai vuh baa;G to ;Gam kaahe ko

9 v; M13
{1229}
;Gariib-e shahr-e ;xuubaa;N huu;N miraa kuchh ;haal mat puuchho
hu))aa jii zulf-o-kaakul ke liye janjaal mat puuchho

5 v; M20; on v.2 see {1444,7}
*{1230}
baare dunyaa me;N raho ;Gam-zadah yaa shaad raho
aisaa kuchh kar ke chalo yaa;N kih bahut yaad raho

5 v; M13; 1, 2, 5; on v.3 see {1230,5}
*{1231}
zulfo;N ko mai;N chhuvaa so ;Gu.s.se hu))e kha;Re ho
yih baat aisii kyaa hai jis par ulajh pa;Re ho
5 v; M4; 5
*{1232}
za;xmo;N pah apne lon chha;Rakte rahaa karo
dil ko maze se bhii to tunuk aashnaa karo

7 v; M5; 2; on v.3 see {1230,5}; on v.3 see {1502,4}
{1233}
sar pah ((aashiq ke nah yih roz-e siyah laayaa karo
jii ulajhtaa hai bahut mat baal suljhaayaa karo

7 v; M10
{1234}
kahtaa hai kaun miir kih be-i;xtiyaar ro
aisaa to ro kih rone pah tere ha;Nsii nah ho
9 v; M5
{1235}
rakho mat sar cha;Rhaa))e dil-baro;N ke go;Ndhe baalo;N ko
khulaanaa kholnaa mushkil bahut hai aise kaalo;N ko

9 v; M20; on v.4 see {1537,5}
*{1236}
rahtaa hai pesh diidah-e tar aah kaa subhaa))o
jaise mu.saa;hib abr kii hotii hai ko))ii baa))o

10 v; M5; 1, 4, 7; on v.10 see {1236,1}; forms a 'double-ghazal' with {1237}
*{1237}
sab khaa ga))e jigar tirii palko;N ke kaav kaav
ham siinah-;xastah logo;N se bas aa;Nkh mat lagaa))o

10 v; M5; 2, 4, 5; forms a 'double-ghazal' with {1236}
{1238}
gar qa.sd tark-e sar hai kaho sharm mat karo
kahte hai;N apnii ;Topii se bhii mashvarat karo

2 v; M5
*{1239}
dil kahe mai;N huu;N to kaahe ko ko))ii be-taab ho
aa;Nkh kaa lagnaa nah ho to ashk kyuu;N ;xuu;N-naab ho

7 v; M10; 4
{1240}
aaj hamaaraa jii bekal hai tum bhii ;Gaflat mat kariyo
dil nah rahe jo haath rakhe to samaajat at-gat mat kariyo

7 v; M01
 
3 == diivaan-e suvvum == h
{1241}
mai;N kyaa kahuu;N jigar me;N lahuu mere kam hai kuchh
kuchh to alam hai dil kii jagah aur ;Gam hai kuchh

5 v; M5; on v.2 see {328,6}
{1242}
kahte to hai;N kih ham ko us kii :talab nahii;N kuchh
par jii usii ko apnaa ;Dhuu;N;De hai ;Dhab nahii;N kuchh

7 v; M4
*{1243}
raste se chaak-e dil ko ho aagaah
yaar tak phir to kis qadar hai raah

7 v; M12; 1, 3, 5; on v.7 see {85,7}; on v.7 see {1723,1}
{1244}
hai tamannaa-e vi.saal us kii mirii jaan ke saath
jaan hii jaa))egii aa;xir ko us armaan ke saath

9 v; M13
{1245}
jaane de mat us qadar ab zulf-o-;xa:t:t-o-;xaal dekh
;haal kuchh bhii tujh me;N hai ai miir apnaa ;haal dekh

7 v; M10
{1246}
aa;Nkhe;N jo ho;N to ((ain hai maq.suud har jagah
baa al-;zaat hai jahaa;N me;N vuh maujuud har jagah

7 v; M5; on v.6 see {930,4}
*{1247}
ve din ab saalte hai;N jin me;N phire yaar ke saath
lu:tf se ;harf-o-su;xan the nigah ik pyaar ke saath

7 v; M13; 6
{1248}
nah baate;N karo sar-giraanii ke saath
mirii ziist hai mihrbaanii ke saath
7 v; M23
{1249}
kab tak rahe;Nge yaa rab har dam ham aab-diidah
.zaa))a(( hai jeb-o-daaman juu;N jins-e aab-diidah

5 v; M4
{1250}
udhar mat kar nigaah-e tez jaa bai;Th
nah tiir-e ruu-e tarkash yuu;N chalaa bai;Th

7 v; M21