((uhde se mad;h-e naaz ke baahar nah
aa sakaa
gar ik adaa ho to use apnii qa.zaa kahuu;N
;halqe hai;N chashmhaa-e kushaadah bah
suu-e dil
har taar-e zulf ko nigah-e surmah-saa kahuu;N
mai;N aur .sad hazaar navaa-e jigar-;xaraash
tuu aur ek vuh na-shuniidan kih kyaa kahuu;N
:zaalim mire gumaa;N se mujhe munfa((il
nah chaah
hay hay ;xudaa nah kardah tujhe bevafaa kahuu;N