Tughluqabad

Qubbat ul-Islam Mosque, from the Berger Collection

 

Ghazal 106

4 divan verses (out of 4); rhyming elements: aar ko dekhte hai;N
composed 1833; Arshi #106

{106,1}

yih ham jo hijr me;N diivaar-o-dar ko dekhte hai;N
kabhii .sabaa ko kabhii naamah-bar ko dekhte hai;N

{106,2}

vuh aa))e ghar me;N hamaare ;xudaa kii qudrat hai
kabhii ham un ko kabhii apne ghar ko dekhte hai;N

{106,3}

na:zar lage nah kahii;N us ke dast-o-baazuu ko
yih log kyuu;N mire za;xm-e jigar ko dekhte hai;N

{106,4}

tire javaahir-e :tarf-e kulah ko kyaa dekhe;N
ham auj-e :taala((-e la((l-o-guhar ko dekhte hai;N