#
First verse of the ghazal
Notes
 
 
{151}
qi.s.sah tamaam miir kaa shab ko sunaa kiyaa
be-dard sar bhii .sub;h talak sar dhunaa kiyaa

2 v; M5
{152}
ma))e gul-guu;N kii buu se baskih mai-;xaanah mahaktaa thaa
lab-e saa;Gar pah mu;Nh rakh rakh ke har shiishah bahaktaa thaa

2 v; M20
{153}
u;Thuu;N nah ;xaak se kushtah mai;N kam-nigaahii kaa
dimaa;G kis ko hai ma;hshar kii daad-;xvaahii kaa

2 v; M25
{154}
yak paarah jeb kaa bhii bachaa mai;N nahii;N siyaa
va;hshat me;N jo siyaa so kahii;N kaa kahii;N siyaa

2 v; M5
{155}
garchih ummiid asiirii pah mai;N naa-shaad aayaa
raam .saiyaad kaa hote hii ;xudaa yaad aayaa

2 v; M13
{156}
jo ai qaa.sid vuh puuchhe miir bhii iidhar ko chaltaa thaa
to kahyo jab chalaa huu;N mai;N tab us kaa jii nikaltaa thaa

2 v; M20
{157}
kyaa kahye ((ishq ;husn kaa aap hii :taraf hu))aa
dil naam qa:trah ;xuun yih naa-;haq talaf hu))aa

2 v; M5
{158}
mujhe to nuur-e na:zar ne tunuk bhii tan nah diyaa
bahaar jaatii rahii dekhne chaman nah diyaa

3 v; M25
{159}
thaa za((faraa;N pah ha;Nsne ko dil jis kii gard thaa
mushtaaq mu;Nh miraa hai usii rang-e zard kaa

2 v; M5
{160}
na:zar me;N aavegaa jab jii kaa khonaa
milegaa nii;Nd bhar tab mujh ko sonaa

4 v; M21
{161}
betaabiyo;N ke jaur se mai;N jab kih mar gayaa
ho kar faqiir .sabr mirii gor par gayaa

5 v; M5
{162}
;xayaal chho;R de vaa((i:z to be-gunaahii kaa
rakhe hai shauq agar ra;hmat-e il;aahii kaa

4 v; M25; on v.3 see {1426,1}
{163}
dil gayaa rusvaa hu))e aa;xir ko saudaa ho gayaa
us do-rozah ziist me;N ham par bhii kyaa kyaa ho gayaa

1 v; M10
{164}
kis :taur tuu ne baa;G me;N aa;Nkho;N ke ta))ii;N malaa
nargis kaa jis se rang-e shikastah bhii u;R chalaa

1 v; M5
{165}
har shab jahaa;N me;N jalte gu;zartii hai ai nasiim
goyaa chiraa;G-e vaqf huu;N mai;N us diyaar kaa

1 v; M5
{166}
hai lab namakii;N ((ilaaj meraa
par be-mazah hai mizaaj meraa

1 v; M8
{167}
abr jab mujh ;xaak par se ho gayaa
ek do dam zaar baaraa;N ro gayaa

2 v; M11
{168}
tire la((l-e jaa;N-ba;xsh ko ham ne batlaa
kiyaa aab-e ;hevaa;N ko paanii se patlaa

1 v; M22
{169}
ek ((aalam hai kushtah us lab kaa
al-;Gara.z us pah daa;Nt hai sab kaa

1 v; M12
{170}
ba;xt-e dushman buland the varnah
kohkan ne bhii sar ko pho;Raa thaa

1 v; M12
{171}
dil taab ;Tuk bhii laataa to kahne me;N kuchh aataa
us tishnah-kaam ne to paanii bhii phir nah maa;Ngaa
1 v; M4
{172}
paa-e pur-aabilah se mujh ko banii ga))ii hai
.sa;hraa me;N raftah raftah kaa;Nto;N ne sar u;Thaayaa

1 v; M4
{173}
tujh bin chaman me;N jo thaa dil ko ;Ta;Toltaa thaa
gul mu;Nh nah kholtaa thaa bulbul nah boltaa thaa

1 v; M4
 

1== diivaan-e avval == b
*{174}
rakhtaa hai ham se va((dah milne kaa yaar har shab
so jaate hai;N valekin ba;xt-e kinaar har shab

8 v; M4; 6
{175}
ab vuh nahii;N kih aa;Nkhe;N thii;N pur-aab roz-o-shab
;Tapkaa kare hai aa;Nkho;N se ;xuunaab roz-o-shab

7 v; M5