#
First verse of the ghazal
Notes
 
 
{776}
((ajab .su;hbat hai kyuu;Nkar .sub;h apnii shaam karye ab
jahaa;N ;Tuk aan bai;The ham kahaa aaraam karye ab

7 v; M20
*{777}
burqa(( me;N kyaa chhupe;N ve hove;N jinho;N kii yih taab
ru;xsaar tere pyaare hai;N aaftaab mahtaab

10 v; M4; 1, 3, 5, 9
2 == diivaan-e duvvum == t
{778}
der kuchh khi;Nchtii to kahte bhii mulaaqaat kii baat
milnaa apnaa jo hu))aa us se so vuh baat kii baat

7 v; M13
{779}
ham tum se chashm rakhte the dildaariyaa;N bahut
so iltifaat kam hai dil-aazaariyaa;N bahut

5 v; M5
{780}
yaad aayaa hai kih hangaamah rahaa kartaa thaa raat
shor-o-shar se mere ik fitnah rahaa kartaa thaa raat

1 v; M10
{781}
kaam kyaa thaa jeb-o-daaman se mujhe pesh az junuu;N
siinah chaakii apnii me;N bai;Thaa kiyaa kartaa thaa raat

8 v; M10; on v.6 see {456,8}
{782}
kyaa puuchhte ho aah mire jang-juu kii baat
goyaa vafaa hai ((ahd me;N us ke kabhuu kii baat

7 v; M5
{783}
suntaa nahii;N agarchih hamaaraa nigaar baat
par mu;Nh pah aa hii jaatii hai be-i;xtiyaar baat
10 v; M5; on v.6 see G{227,1}; on v.7 see {777,9}
{784}
hotii hai garchih kahne se yaaro paraa))ii baat
par ham se to thame nah kabhuu mu;N par aa))ii baat

11 v; M5
*{785}
hai zabaa;N-zad jo sikandar ho chukaa lashkar samet
sar bhii us kaa khap gayaa aa;xir ko yaa;N afsar samet

7 v; M10; 6
{786}
dekhiye kab ho vi.saal ab to lage hai ;Dar bahut
koft gu;zre hai firaaq-e yaar me;N jii par bahut

9 v; M10; on v.2 see {46,4}
{787}
malaamat-gar nah mujh ko kar malaamat
jale ko aur to utnaa jalaa mat

5 v; M21
2 == diivaan-e duvvum == ch
{788}
aag saa to jo hu))aa ai gul-e tar aan ke biich
.sub;h kii baa))o ne kyaa phuu;Nk diyaa kaan ke biich

10 v; M13; on v.5 see {1052,7}; on v.8 see G{44,1}
{789}
((ishq me;N ai :tabiib haa;N ;Tuk soch
paa-e jaa;N darmiyaa;N hai yaa;N ;Tuk soch

7 v; M12; on v.1 see {441,7}
{790}
dil kho gayaa huu;N mai;N yihii;N diivaanah-pan ke biich
tum bhii to dekho zulf-e shikan-var shikan ke biich

11 v; M5
{791}
jhuu;T har chand nahii;N yaar kii guftaar ke biich
der lekin hai qiyaamat abhii diidaar ke biich

9 v; M13
{792}
aatii hai ;xuun kii buu dostii-e yaar ke biich
jii liye un ne hazaaro;N ke yuu;N hii pyaar ke biich

11 v; M13
2 == diivaan-e duvvum == ;x
{793}
aane kii apne kyaa kahii;N us gulsitaa;N kii :tar;h
har gaam par talaf hu))e aab-e ravaa;N kii :tar;h

10 v; M5
{794}
daur-e garduu;N se hu))ii kuchh aur mai-;xaane kii :tar;h
bhar nah aave;N kyuu;N-kih aa;Nkhe;N merii paimaane kii :tar;h

11 v; M10
2 == diivaan-e duvvum == ;h
{795}
agarchih la((l-e bada;xshaa;N me;N rang ;Dhang hai sho;x
pah tere dono;N labo;N kaa bhii kyaa hii rang hai sho;x
9 v; M25
2 == diivaan-e duvvum == d
{796}
rahye be;Gair tere ai rashk-e maah taa chand
aa;Nkho;N me;N yuu;N hamaarii ((aalam siyaah taa chand

7 v; M4
{797}
tujh bin ai nau-bahaar ke maanind
chaak hai dil anaar ke maanind

11 v; M12
{798}
aavaaz hamaarii se nah ruk ham hai;N du((aa yaad
aavegii bahut ham bhii faqiiro;N kii .sadaa yaad

9 v; M7; on v.4 see {1450,5}
*{799}
asiir kar ke nah lii tuu ne to ;xabar .saiyaad
u;Raa kiye mire purkaalah-e jigar .saiyaad

9 v; M25; 5; on v.9 see {121,7}
{800}
la;R ke phir aa))e ;Dar ga))e shaayad
big;Re the kuchh sa;Nvar ga))e shaayad

9 v; M12; on v.7 see G{68,1}