#
First verse of the ghazal
Notes
 
 
{1026}
chhaatii jalaa kare hai soz-e daruu;N balaa hai
ik aag sii rahe hai kyaa jaaniye kih kyaa hai

13 v; M4; on v.3 see {867,4}
*{1027}
dil-e be-taab aafat hai balaa hai
jigar sab khaa gayaa ab kyaa rahaa hai

16 v; M21; 1, 6, 11
{1028}
shor mere junuu;N kaa jis jaa hai
da;xl-e ((aql us maqaam me;N kyaa hai

10 v; M12; on v.6 see {1027,6}; on v.8 see {601,8}
{1029}
ka))ii barso;N jigar kaa hii lahuu apnaa piyaa hai
tab dil ke ta))ii;N ;xuugar-e andoh kiyaa hai

5 v; M7; on v.5 see {1037,1}
{1030}
kis ;Gam me;N mujh ko yaa rab yih mubtalaa kiyaa hai
dil saarii raat jaise ko))ii malaa kiyaa hai

9 v; M4; on v.1 see {1050,5}
*{1031}
baariik vuh kamar hai aisii kih baal kyaa hai
dil haath jo nah aave us kaa ;xayaal kyaa hai

10 v; M4; 1, 8, 9; on v.6 see {1626,3}
{1032}
dil miraa mu.z:tarib nihaayat hai
ranj-o-;harmaa;N kii yih badaayat hai

9 v; M12; on v.6 see {1050,7}
{1033}
garmii se merii abr kaa hangaamah sard hai
aa;Nkhe;N agar yihii hai;N to daryaa bhii gard hai

7 v; M5; on v.2 see {398,7}
{1034}
jaane me;N qatl-gah se tiraa i;xtiyaar hai
par jaane;N jo ga))ii hai;N so rah par ;Gubaar hai

10 v; M5; on v.2 see {724,2}; on v.5 see {318,7}
{1035}
junuu;N kaa ((aba;s mere ma;zkuur hai
javaanii divaani hai mashhuur hai

10 v; M23
{1036}
zulf hii darham nahii;N abruu bhii pur-;xam aur hai
yaa;N talaf hotaa hai ((aalam vaa;N so ((aalam aur hai

5 v; M10; on v.5 see {484,9}
*{1037}
rishtah kyaa ;Thahregaa yih jaise kih muu naazuk hai
chaak-e dil palko;N se mat sii kih rafuu naazuk hai

7 v; M13; 1, 3, 5, 7
{1038}
mastii me;N jaa-o-be-jaa madd-e na:zar kahaa;N hai
be-;xvud hai;N us kii aa;Nkhe;N un ko ;xabar kahaa;N hai

10 v; M4; on v.3 see {375,1}; on v.3 see {490,2}; on v.3 see {1477,3}; on v.8 see {932,3}
*{1039}
kyaa kahye kalii saa vuh dahan hai
us me;N bhii jo sochte su;xan hai

9 v; M8; 1, 3, 5
*{1040}
ham mast bhii ho dekhaa aa;xir mazaa nahii;N hai
hushyaarii ke baraabar ko))ii nashaa nahii;N hai

10 v; M4; 1, 2, 4; on v.7 see {1626,3}
*{1041}
kyaa tan-e naazuk hai jaa;N ko bhii ;hasad jis tan pah hai
kyaa badan kaa rang hai tah jis kii pairaahan pah hai

10 v; M10; 1, 4, 8
{1042}
yih raat ;hijr kii yaa;N tak to dukh dikhaatii hai
kih shakl-e .sub;h mirii sab ko bhuul jaatii hai

4 v; M25
{1043}
nah gulshan me;N chaman par un ne bulbul tujh ko jaa dii hai
sipaas iizad ke kar jin ne kih yih ;Daalii navaa dii hai
13 v; M20
*{1044}
kyaa ;haal bayaa;N karye ((ajab :tara;h pa;Rii hai
vuh :tab((a to naazuk hai kahaanii yih ba;Rii hai

11 v; M7; 1, 2, 6;on v.9 see {1044,1}; on v.10 see {12,4}
{1045}
kis fitnah-qad kii aisii dhuum aane kii pa;Rii hai
har shaa;x-e gul chaman me;N bhuu;Nchak hu))ii kha;Rii hai

7 v; M4; on v.5 see {15,1}
{1046}
aa;Nkhe;N nahii;N yaa;N khultii;N iidhar ko na:zar bhii hai
sudh apnii nahii;N ham ko kuchh tum ko ;xabar bhii hai

5 v; M6
*{1047}
koft se jaan lab pah aa))ii hai
ham ne kyaa cho;T dil pah khaa))ii hai

11 v; M12; 1, 10, 11
{1048}
us sho;x se hame;N bhii ab yaarii ho ga))ii hai
sharm a;Nkh;Riyo;N me;N jis kii ((ayyaarii ho ga))ii hai

10 v; M4
{1049}
kahaa;N yaaro qais ab jo dunyaa kare hai
kabhuu qadr-daa;N ((ishq paidaa kare hai

9 v; M22
*{1050}
kyaa puuchhte ho ((aashiq raato;N ko kyaa kare hai
gaahe bakaa kare hai gaahe du((aa kare hai

19 v; M4; 2, 5, 7, 19; on v.1 see {1050,2}; on v.3 see {1050,2}; on v.18 see {1050,19}