#
First verse of the ghazal
Notes
 
 
{1301}
kariih ul-shakl hai))at aan kar aisii nahii;N dekhii
kih .suurat aasmaa;N kii dekh kar mai;N ne zamii;N dekhii

7 v; M20
{1302}
din fa.sl-e gul ke ab ke bhii jaate hai;N baa))o se
dil daa;G ho rahaa hai chaman ke sabhaa))o se

5 v; M5
{1303}
kyaa chaal nikaalii hai kih jo dekhye so mar jaa))e
bhaichak ko))ii rah jaa))e ko))ii jii se gu;zar jaa))e

12 v; M7
{1304}
buto;N ke jurm-e ulfat par hame;N zajr-o-malaamat hai
musalmaa;N bhii ;xudaa lagtii nahii;N kahte qiyaamat hai

5 v; M20
{1305}
;xudaa kare mire dil ko ;Tuk ik qaraar aave
kih zindagii to karuu;N jab talak kih yaar aave
7 v; M25; on v.5 see {1799,7}; on v.7 see {1818,9}
{1306}
nikle hai jii kaa rastah aavaaz kii rukan se
aazurdah ho nah bulbul jaate hai;N ham chaman se

7 v; M4
{1307}
ka((be ke dar pah the ham yaa dair me;N dar aa))e
aavaragii to dekho kiidhar se kiidhar aa))e

5 v; M4; on v.5 see {892,5}
{1308}
qa.sr-o-makaan-o-manzil eko;N ko sab jagah hai
eko;N ko jaa nahii;N hai dunyaa ((ajab jagah hai
5 v; M4; on v.4 see {429,2}
{1309}
dil kii biimaarii se :taaqat :taaq hai
zindagaanii ab to karnaa shaaq hai

9 v; M11
{1310}
baat kyaa aadmii kii ban aa))ii
aasmaa;N se zamiin napvaa))ii

9 v; M12
{1311}
dast-bastah kaam naa;xun kar ga))e
sab ;xaraasho;N hii se jib'he bhar ga))e

7 v; M11
4 == diivaan-e chahaarum == aa
*{1312}
kartaa huu;N all;aah all;aah darvesh huu;N sadaa kaa
sarmaayah-e tavakkul yaa;N naam hai ;xudaa kaa

11 v; M4; 6, 7, 8, 11
*{1313}
vaajib kaa ho nah mumkin ma.sdar .sifat ;sanaa kaa
qudrat se us kii lab par naam aave hai ;xudaa kaa
7 v; M4; 1, 2; on v.5 see {1504,2}
*{1314}
qi.s.sah kahe;N to kyaa kahe;N milne kii raat kaa
pahro;N chuvaa))o un ne rakhaa baat baat kaa

10 v; M5; 9
{1315}
tajaahul ta;Gaaful tasaahul kiyaa
hu))aa kaam mushkil tavakkul kiyaa

7 v; M23; on v.3 see {2,5}
{1316}
raftah-e ((ishq kyaa huu;N mai;N ab kaa
jaa chukaa huu;N jahaan se kab kaa

7 v; M12; on v.7 see SRF's article; on v.7 see {266,2}; on v.7 see {602,11}; on v.7 see {1768,6}

*{1317}
mai;N jo na:zar se us kii gayaa to vuh sar-garm-e kaar apnaa
kahne lagaa chupkaa saa ho kar haa))e dare;G shikaar apnaa

7 v; M01; 1, 4, 7
*{1318}
ay kaash mire sar par ik baar vuh aa jaataa
;Thahraa))o saa ho jaataa yuu;N jii nah chalaa jaataa

9 v; M6; 1, 2
*{1319}
mastaanah agarchih mai;N :taa((at ko lagaa jaataa
par ba((d-e namaaz u;Th kar mai-;xaanah chalaa jaataa

9 v; M6; 9; on v.6 see {1318,1}
*{1320}
yih dil ne kyaa kiyaa kih asiir-e balaa kiyaa
us zulf-e pur-shikan ne mujhe mubtalaa kiyaa

5 v; M5; 2
{1321}
ghar par se tire ab ke jaa))uu;Ngaa to jaa))uu;Ngaa
yaa;N phir agar aa))uu;Ngaa sayyid nah kahaa))uu;Ngaa

5 v; M6; on v.1 see {1341,2}
{1322}
diivaanagii me;N majnuu;N mere ;hu.zuur kyaa thaa
la;Rkaa saa un dino;N thaa un ko shu((uur kyaa thaa
5 v; M4
*{1323}
dil ko gul kahte hai;N dard-o-;Gam se murjhaayaa gayaa
jii ko mihmaa;N sunte the mihmaan saa aayaa gayaa

7 v; M10; 7
{1324}
ham mast-e ((ishq jis ke the vuh ruu;Th kar gayaa
dekh us ko be-dimaa;G nashah sab utar gayaa

3 v; M5
*{1325}
shaayad jigar ;haraarat-e ((ishqii se jal gayaa
kul dard-e dil kahaa so miraa mu;Nh abal gaya

10 v; M5; 2, 3, 10; on v.6 see {950,5}