#
First verse of the ghazal
Notes
 
 
{1751}
ham pah ;xashm-o-;xi:taab hai so hai
vuh hii naaz-o-((itaab hai so hai

11 v; M12
{1752}
chalte hu))e tasallii ko kuchh yaar kah'h ga))e
us qaafile me;N ham bhii the afsos rah ga))e

5 v; M5; on v.2 see {1722,6}
{1753}
haa))e javaanii va.sl me;N us ke kyaa kyaa la;z;zat paate the
bosah-e kunj-e lab se phir bhii ;zaa))iqe apne banaate the

7 v; M01; on v.6 see {19,5}
{1754}
baat hamaarii yaad rahe jii bhuulaa bhuulaa jaataa hai
va;hshat par jab aataa hai to jaise baguulaa jaataa hai

3 v; M01
{1755}
us tak koshish se bhii nah pahu;Nche jaan se aa;xir saare ga))e
((aashiq us kii qaamat ke baalaa baalaa maare ga))e

5 v; M01
{1756}
((iide;N aa))ii;N baarhaa lekin nah ve aa kar mile
rahte hai;N un ke gale lagne kii barso;N se gale

5 v; M10
*{1757}
kaise sa((ii-o-kashish-koshish se kaa((be ga))e but-;xaane se
us ghar me;N ko))ii bhii nah thaa sharmindah hu))e ham jaane se

10 v; M01; 1, 2, 8; on v.4 see {689,6}
{1758}
ga))e roze ab diid vaadiid hai
gale se hamaare milo ((iid hai

5 v; M23
{1759}
hijr me;N ;xuu;N hu))aa thaa sab ;Gam se
dil ne pahluu tihii kiyaa ham se

5 v; M12
{1760}
a;Thkheliyo;N se chalte :tiflii me;N jaan maare
naam-e ;xudaa hu))aa hai ab vuh javaan baare
11 v; M4; on v.3 see {544,6}
*{1761}
kyaa kahye vaisii .suurat kaahe na:zar nah aa))ii
aise ga))e kih un kii phir kuchh ;xabar nah aa))ii

5 v; M4; 2
*{1762}
daad faryaad jaa bah jaa kariye
shaayad us ke bhii dil me;N jaa kariye

12 v; M12; 9
{1763}
vuh chaar roz aage chhaatii ga))ii thii kuu;Tii
hijraa;N kaa ;Gam thaa tah me;N sa;xtii se jaan ;Tuu;Tii

3 v; M4
{1764}
kyaa kahye apne ((ahd me;N jitne amiir the
;Tuk;Re pah jaan dete the saare faqiir the

5 v; M5
{1765}
jo ko))ii ;xastah-jigar ((ishq kaa aazaarii hai
jii chukaa vuh kih yih be-:tar;h kii biimaarii hai

11 v; M13
{1766}
dard-o-;Gam se dil kabhuu fur.sat nah paa))e
yih .sa((uubat kab talak ko))ii u;Thaa))e

10 v; M11
{1767}
nanvishtah naamah aayaa yih kuchh hame;N likhaa hai
us saadah-ruu ke jii me;N kyaa jaaniye kih kyaa hai

11 v; M4; on v.11 see {867,4}
*{1768}
dil pahlu me;N naa-tavaa;N bahut hai
biimaar miraa giraa;N bahut hai
7 v; M8; 1, 3, 4, 6
{1769}
.saa;hib ho tum hamaare bande hai;N ham tumhaare
mauquuf ra;hm par hai;N dushvaar kaam saare

7 v; M4
{1770}
((ishq hamaaraa dar-pa))e jaa;N hai kaisii ;xu.suumat kartaa hai
chain nahii;N detaa hai :zaalim jab tak ((aashiq martaa hai

9 v; M01
{1771}
naalah jab garm-e kaar hotaa hai
dil kaleje ke paar hotaa hai

10 v; M12
{1772}
sa;xt be-ra;hm aah qaatil hai
merii ;xuu;N-rezii hii kaa maa))il hai

11 v; M12; on v.7 see {904,5}
{1773}
bekasaan-e ((ishq the ham ;Gam me;N khap saare ga))e
baaz-;xvaah-e ;xuu;N nah thaa maare ga))e maare ga))e

5 v; M10
{1774}
be-yaar huu;N bekas huu;N aagaah nahii;N ko))ii
be-;Gam karo ;xuu;N-rezii ;xuu;N-;xvaah nahii;N ko))ii

5 v; M6
{1775}
diidah-e giryaa;N hamaaraa nahr hai
dil ;xaraabah jaise dillii shahr hai

5 v; M11; on v.1 see {46,4}