#
FIRST VERSE OF GHAZAL
COMMENTS
 
 
{1776}
((ishq balaa-angez mufattan yih to ko))ii qiyaamat hai
jis se pyaar rakhe hai kuchh yih us ke sar par shaamat hai

7 v; M01
{1777}
ay pareshaa;N rab:t dekhe;N kab talak yih daur hai
har galii kuuche me;N teraa ik du((aa-go aur hai

7 v; M10
{1778}
gardan-kash-e zamaanah to teraa asiir hai
sul:taan-e ((a.sr terii galii kaa faqiir hai

11 v; M5; 6
{1779}
in balaa))o;N se kab rihaa))ii hai
((ishq hai faqr hai judaa))ii hai

13 v; M12; 1, 3, 5, 13
{1780}
gul qafas tak nasiim laa))ii hai
buu kih phir kar bahaar aa))ii hai

11 v; M12
{1781}
yaa rab ko))ii diivaanah be-;Dhang saa aa jaave
a;Glaal-o-salaasil ;Tuk apnii bhii hilaa jaave

15 v; M6; 1, 2, 4, 12
{1782}
tire bande ham hai;N ;xudaa jaantaa hai
;xudaa jaane tuu ham ko kyaa jaantaa hai

14 v; M22
{1783}
yihii ((ishq hai jii khapaa jaantaa hai
kih jaanaa;N se jii bhii milaa jaantaa hai

7 v; M22; 3
 
6 == diivaan-e shashum == aa
{1784}
falak ne pesh kar surmah banaayaa
na:zar me;N us kii mai;N to bhii nah aayaa

10 v; M21
{1785}
apne hote tuu baa-((itaab rahaa
be-dimaa;Gii se baa-;xi:taab rahaa

10 v; M12; 2
{1786}
hai :taaqatii ne dil kii giriftaar kar diyaa
andoh-o-dard-e ((ishq ne biimaar kar diyaa

10 v; M5
{1787}
mu))e ham jis kii ;xaa:tir be-vafaa thaa
nah jaanaa un ne to yuu;N bhii kih kyaa thaa
13 v; M21
{1788}
soz-e daruu;N se mujh pah sitam barmalaa hu))aa
;Tuk;Raa jigar kaa aa;Nkho;N se niklaa jalaa hu))aa

5 v; M5
{1789}
jam((a us ke nikle ((aalam ho gayaa
jab talak ham jaa))e;N uudham ho gayaa

8 v; M11
{1790}
vuh dekhne hame;N ;Tuk biimaarii me;N nah aayaa
sau baar aa;Nkhe;N kholii;N baalii;N se sar u;Thaayaa

9 v; M4
{1791}
baate;N hamaarii yaad rahe;N phir baate;N aisii nah suniyegaa
pa;Rhte kisuu ko suniyegaa to der talak sar dhuniyegaa

4 v; M01; 1, 2, 3
{1792}
thaa andoh-girah muddat se dil me;N ;xuu;N ho dard hu))aa
chaah ne badle rang ka))ii ab jism saraasar zard hu))aa

3 v; M01
{1793}
mai;N ranj-e ((ishq khe;Nche bahut naa-tavaa;N hu))aa
marnaa tamaam ho nah sakaa niim-jaa;N hu))aa

14 v; M5
{1794}
jis raftanii ko ((ishq kaa aazaar ho gayaa
do-chaar din me;N barso;N kaa biimaar ho gayaa

9 v; M5; 4
{1795}
dushman ho jii kaa gaahak hotaa hai jis ko chaahaa
kii dostii kih yaaro ik rog me;N basaahaa

10 v; M4
{1796}
bulbul kaa shor sun ke nah mujh se rahaa gayaa
mai;N be-dimaa;G baa;G se u;Th kar chalaa gayaa

10 v; M5
{1797}
mai;N huu;N ;xaak-uftaadah jis aazaar kaa
((ishq bhii us kaa hai naam ik pyaar kaa

9 v; M11
{1798}
jo tuu hii .sanam ham se bezaar hogaa
to jiinaa hame;N apnaa dushvaar hogaa

7 v; M22
{1799}
der bad-((ahd vuh jo yaar aayaa
duur se dekhte hii pyaar aayaa

7 v; M12; 7
{1800}
zamaanah hijr kaa aasaan kyaa basar aayaa
hazaar martabah mu;Nh tak mire jigar aayaa

9 v; M5; 4