# |
FIRST VERSE OF GHAZAL |
COMMENTS |
== back to
{51} - {75} == |
||
{76} |
haath se tere agar
mai;N naatavaa;N maaraa gayaa sab kahe;Nge yih kih kyaa ik niim jaa;N maaraa gayaa |
5 v; M10; 3; see {7,6} |
{77} |
mu;habbat kaa
jab roz-e baazaar hogaa bike;Nge sar aur kam ;xariidaar hogaa |
12 v; M23 |
{78} |
ashk aa;Nkho;N
me;N kab nahii;N aataa lahuu aataa hai jab nahii;N aataa |
7 v; M12; 7; see {7,6} |
{79} |
kab tak to imti;haa;N
me;N mujh se judaa rahegaa jiitaa huu;N to tujhii me;N yih dil lagaa rahegaa |
9 v; M4 |
{80} |
jo yih dil hai
to kyaa sar anjaam hogaa tah-e ;xaak bhii ;xaak aaraam hogaa |
7 v; M22; 7 |
{81} |
;xvaab me;N to
na:zar jamaal pa;Raa par mire jii hii ke ;xiyaal pa;Raa |
5 v; M12 |
{82} |
nah puuchh ;xvaab-e
zule;xaa ne kyaa ;xiyaal liyaa kih kaaravaan kaa kan((aa;N ke jii nikaal liyaa |
4 v; M5 |
{83} |
naqqaash dekh
to mai;N kyaa naqsh-e yaar khe;Nchaa us sho;x-e kam numaa kaa nit inti:zaar khe;Nchaa |
7 v; M4 |
{84} |
yih ;hasrat hai
maruu;N us me;N liye labrez pemaanaa mahaktaa ho nipa;T jo phuul sii daarud se mai;xaanaa |
4 v; M20; 1, 2, 4 |
{85} |
baarahaa gor dil
jha;Nkaa laayaa ab ke shar:t-e vafaa bajaa laayaa |
7 v; M12; 1, 2, 3, 7 |
{86} |
kyaa ((ajab pal
me;N agar tark ho us se jaa;N kaa ho jo za;xmii kabhuu barham zadan-e mizhgaa;N kaa |
8 v; M13 |
{87} |
har dam :taraf
hai dil se mizaaj-e kara;xt kaa ;Tuk;Raa miraa jigar hai kaho sang-e sa;xt kaa |
5 v; M5 |
{88} |
ham ((ishq me;N
nah jaanaa ;Gam hii sadaa rahegaa das din jo hai yih muhlat so yaa;N dahaa rahegaa |
8 v; M4; 3 |
{89} |
bhalaa hogaa kuchh
ik a;hvaal us se yaa buraa hogaa m;aal apnaa tire ;Gam me;N ;xudaa jaane kih kyaa hogaa |
12 v; M20; 12 |
{90} |
yaa;N naam-e yaar
kis kaa dard-e zabaa;N nah paayaa par mu:tliqa:n kahii;N ham us kaa nishaa;N nah paayaa |
7 v; M4 |
{91} |
phir shab nah
lu:tf thaa nah vuh majlis me;N nuur thaa us ruu-e dil-firoz kaa sab me;N :zuhuur thaa |
5 v; M5 |
{92} |
hai ;haal jaa-e
giryah jaan-e pur-aarzuu kaa ro))e nah ham kabhuu ;Tuk daaman paka;R kisuu kaa |
10 v; M4 |
{93} |
mai;N bhii dunyaa
me;N huu;N ik naalah pareshaa;N yak jaa dil ke sau ;Tuk;Re mire par sabhii naalaa;N yak jaa |
7 v; M13 |
{94} |
falak kaa mu;Nh
nahii;N us fitne kaa u;Thaane kaa sitam shariik tiraa naaz hai zamaane kaa |
8 v; M25 |
{95} |
kal shab-e hijraa;N
thii lab par naalah biimaaraanah thaa shaam hai taa .sub;h dam ballii;N pah sar yak jaa nah thaa |
14 v; M10; 1, 6, 11 |
{96} |
pai;Gaam-e ;Gam
jigar kaa gulzaar tak nah pahu;Nchaa naalah miraa chaman kii diivaar tak nah pahu;Nchaa |
9 v; M4; 1, 6, 7, 8, 9 |
{97} |
us kaa ;xiyaal
chashm se shab ;xvaab le gayaa qasme kih ((ishq jii se mire taab le gayaa |
7 v; M5; 1, 2, 7 |
{98} |
kab talak yih
sitam u;Thaa))egaa ek din yuu;N hii jii se jaa))egaa |
9 v; M12 |
{99} |
dil pahu;Nchaa
halaakii ko nipa;T khe;Nch kasaalaa le yaar mire salmah-e all;aah ta((aal;aa |
9 v; M7; 1, 2, 4, 5 |
{100} |
pal me;N jahaa;N
ko dekhte mere ;Dubo chukaa ik vaqt me;N yih diidah bhii :tuufaan ro chukaa |
7 v; M5; 1, 5, 6, 7 |
== on to
{101} - {125} == |